SEARCH RESULTS
Showing search results for "taab-e-zabt"
Ghazal MATCHES FOR "taab-e-zabt"
Ghazal
baaqii hai taab-e-zabt na taaqat fuGaa.n kii hai
haalat bahut saqiim dil-e-naa-tavaa.n kii hai
Mohammad Wilayatullah
Ghazal
Aziz Qadri
Ghazal
KHud qalb miraa jalva-gah-e-husn-e-azal hai
ai 'zabt' mai.n joyaa-e-sanam-KHaana nahii.n huu.n
Zabt Sitapuri
Ghazal
dafn qaaruu.n kaa KHazaana hai tah-e-KHaak ab tak
zindagii me.n jo na kaam aa.e vo zar kyaa hogaa
Zabt Sitapuri
Ghazal
kamaal-e-shauq me.n manzil se qurb ho to gayaa
mazaa to jab hai ki raftaar tez-tar ho jaa.e
Zabt Sitapuri
Ghazal
tasavvuraat kii rangiiniyaa.n hai.n pesh-e-nazar
chaman me.n 'zabt' ba-rang-e-bahaar ham bhii hai.n
Zabt Sitapuri
Ghazal
apne ruuThe ko manaanaa 'zabt' go aasaa.n nahii.n
hai taqaazaa-e-mohabbat le.n na ghabraane kaa naam
Zabt Sitapuri
Ghazal
nahii.n jo zabt kii taufiiq de KHudaa ke sivaa
ki laakh Gam bhii hai.n umr-e-gurez-paa ke sivaa
Zabt Ansari
Ghazal
vo dosto.n ke azaa.em se 'zabt' kyaa bachtaa
jo dushmano.n kii taraf se bhii husn-e-zan me.n rahaa
Zabt Ansari
Ghazal
jurm-e-ulfat kii sazaa daar-o-rasan tak mahduud
aur kuchh is se sivaa chaahiye taaziir ko.ii
Zabt Ansari
Ghazal
Zabt Sitapuri
Ghazal
mai.n 'zabt' sang-e-miil samajhtaa rahaa jise
vo shaKHs merii raah kaa patthar banaa rahaa
Zabt Ansari
Ghazal
hai 'zabt' 'aam hamaarii ye daavat-e-mashruut
agar zamiir ko apne jagaa sako to chalo
Zabt Ansari
Ghazal
kyaa puuchhte ho 'zabt' kaa maskan bataa.e.n kyaa
hai ik hariim-e-naaz me.n kaashaana aaj-kal