SEARCH RESULTS
Showing search results for "taajir"
Ghazal MATCHES FOR "taajir"
Ghazal
Ali Zaryoun
Ghazal
taajir yahaa.n agar hai.n yahii Gairat-e-yahuud
paanii bikegaa KHuun-e-shahiidaa.n ke bhaav par
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
qindiil samajh kar ko.ii sar kaaT na le aa.e
taajir huu.n ujaale kaa a.ndhere me.n kha.Daa huu.n
Nazeer Banarasi
Ghazal
yahii andaaz-e-tijaarat hai to kal kaa taajir
barf ke baaT liye dhuup me.n baiThaa hogaa
Anwar Masood
Ghazal
sochtaa hai ik shaa.ir bhii ik taajir bhii
lekin sab kii soch kaa hai me.aar judaa
Qateel Shifai
Ghazal
ye log mujhe KHuun kaa taajir na samajh le.n
mai.n teG liye phirtaa huu.n sar jaane ke Dar se
Hasan Aziz
Ghazal
Badr Wasti
Ghazal
KHayaal-o-KHvaab ke taajir zabaa.n se kuchh na kahe.n
likhii tamaam kitaab-e-ziyaa.n hai chehre pur
Qaisarul Jafri
Ghazal
Rasheed Hasrat
Ghazal
kaun dekhegaa hamaarii KHuun-aamezii yahaa.n
aa ga.e andho.n me.n ham ra.ngo.n ke taajir kis liye
Riaz Majeed
Ghazal
Naeem Faraz
Ghazal
KHudaa hii jaane mire KHvaab bech dene ke ba.ad
mirii vafaa.o.n ke taajir kahaa.n kahaa.n bhaTke
Anubhav Gupta
Ghazal
aap se kis ne kahaa hai ki mohabbat kariye
aap taajir hai.n mire Gam kii tijaarat kariye
Arzoo Ashraf Sultanpuri
Ghazal
Aziz Ansari
Ghazal
Aamir Azher
Ghazal
tumhaarii aa.nkh kaa motii hai naadir
hamaaraa dil bhii taajir hai nago.n kaa
Ahmad Ameer Pasha
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ho chukaa adl dukaa.n band kar ai taajir-e-haq
ye sazaa kam hai ki haazir tire darbaar me.n hai.n
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
kaisaa taajir hai munaafa nahii.n hotaa tujh ko
tujh ko har saude me.n nuqsaan chalaa jaataa hai