SEARCH RESULTS
Showing search results for "taaza-kaar"
Ghazal MATCHES FOR "taaza-kaar"
Ghazal
dimaaG ke kisii goshe se yaad taaza kar
faroG-e-zulmat-e-shab hai zaraa ujaalaa kar
Makhdoom Zada Mukhtar Usmani
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
bahut aziiz huu.n KHaaraan-e-taaza-kaar ko mai.n
bahut udaas hai dasht-e-javaa.n utaar mujhe
Khalid Karrar
Ghazal
dil kii kalii khilaa dii Gam-e-taaza-kaar ne
mauj-e-nafas ko baad-e-bahaaraa.n banaa diyaa
Mani Nagpuri
Ghazal
suKHanvar Gam kushaada kar rahe hai.n
puraane zaKHm taaza kar rahe hai.n
Mukesh Sharma Manmauji
Ghazal
har saaz kaa tarannum yaksaaniyat-numaa hai
ik taaza-kaar naGma tartiib de rahaa huu.n
Zafar Hameedi
Ghazal
zehno.n ko taaza-kaar banaane ke vaaste
sher-o-suKHan ke phuul baraabar luTaa.iye
Gauhar Shaikh Purwi
Ghazal
ek lamhe me.n bhare baazaar sone ho ga.e
ek chehra sab puraane zaKHm taaza kar gayaa
Adeem Hashmi
Ghazal
havaa.e.n taaza-kaar hai.n a.ndheraa laal laal hai
diye kii la.Dkha.Daatii hai zabaan us pahaa.D par
Ghulam Nabi Nazir
Ghazal
thakaa saa vaqt mujhe karne taaza-kaar aa.e
na aa.e sub.h magar shaam-e-intizaar aa.e
Badr Mohammadi
Ghazal
ek to saavan kaa mausam us pe maazii kii phuvaar
zaKHm taaza kar ga.e purvaa.iyo.n ke silsile
Iffat Zarrin
Ghazal
zaKHm taaza kar rahaa huu.n chaaragar ko dekh kar
raasta mai.n ne badal Daalaa KHizar ko dekh kar
Sudarshan Faakir
Ghazal
ai KHudaa hashr me.n har choT ko taaza kar de
aur purvaa.ii chalaa mai.n ne kab inkaar kiyaa
Seema Fareedi
Ghazal
taaza kar jaate ho tum dil me.n puraanii yaade.n
KHvaab-e-shiirii.n se tamannaa ko jagaa jaate ho
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
jo KHushk hone lagaa hai to taaza kar degaa
ki zaKHm zaKHm miraa sab nigaah-e-yaar me.n hai