SEARCH RESULTS
Showing search results for "tabaadala"
Ghazal MATCHES FOR "tabaadala"
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
aqeel nomani
Ghazal
hotaa gayaa tabaadala 'ainii' nagar nagar
har jaa mai.n pahu.nchaa pyaar kaa tohfa liye hu.e
Syed Khadime Rasul Aini
Ghazal
ye naqd hotaa hai saudaa kabhii udhaar nahii.n
mohabbato.n me.n hai laazim tabaadala dil kaa
Mehrunnisa Mehru
Ghazal
ab apne-aap ko Dhuu.nDe.n kahaa.n kahaa.n jaa kar
adam se taa-ba-adam apnaa naqsh-e-paa niklaa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
az-mehr taa-ba-zarra dil-o-dil hai aa.ina
tuutii ko shash-jihat se muqaabil hai aa.ina
Mirza Ghalib
Ghazal
us ne aane kaa kiyaa hai qaul lekin taa-ba-dar
us ne milne kaa kiyaa iqraar lekin duur se
Muztar Khairabadi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kare.nge tujh se kabhii KHvaab ke tabaadale bhii
abhii to sirf tiraa e'timaad chaahte hai.n
Hamza Yaqub
Ghazal
dam kahii.n le.nge na phir taa-ba-adam
tere kuucha se agar jaa.e.nge ham
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
tasavvuf tabaddul hai aadaat-e-bad kaa
ta.arruf natiija hai KHulq-e-hasan kaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
soz-e-jigar se ho.nT pe tabKHaala iftiraa
shor-e-fuGaa.n se jumbish-e-diivaar-o-dar Galat
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
khulaa hai ab ke hai hastii kaa ek naam gunaah
tabaah-haalii-e-ahl-e-hunar ko dekhte hai.n
Bekhud Mohani
Ghazal
merii tabaah-haalii ko bhii dekh kar use
hairat hai mere haal pe hairat nahii.n hu.ii
Parvez Sahir
Ghazal
ye vo chaman hai nahii.n ek se nahii.n jis me.n
tabaddul is kaa har ik gul se soch lo saahib