SEARCH RESULTS
Showing search results for "tabaq"
Ghazal MATCHES FOR "tabaq"
Ghazal
gardish ne merii charKH kaa chakraa diyaa dimaaG
naalo.n se ab zamii.n ke tabaq thartharaae.nge
Bedam Shah Warsi
Ghazal
aa.nkho.n ko khol agar tuu diidaar kaa hai bhuukaa
chaudah tabaq se baahar ne.amat nahii.n hai ko.ii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
tabaq-e-zar me.n lagaa kar pa-e-nazar-e-jaanaa.n
aa.o phir aabruu-e-laal-o-guhar taaza kare.n
Josh Malihabadi
Ghazal
hai.n jo ye chaudah tabaq mut.harrik o saakin sadaa
be-suKHan un sab zamiin-o-aasmaa.n ko ishq hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
yaar ajiib yaar thaa jis ke hazaar naam the
shahr ajiib shahr thaa jis me.n ko.ii tabaq na thaa
Qamar Jameel
Ghazal
gagan se tabaq motiyaa.n suu.n bharii huu.n
piyaa aartii taa.ii.n piyo kuu.n hilaa munj
Quli Qutub Shah
Ghazal
the qahqahe saraab samundar jo pii ga.e
kahne ko dil ke ghaav the raushan tabaq tabaq
Sabir Zahid
Ghazal
Syed Ghafir Rizvi Falak Chhaulsi
Ghazal
siina ke tabaq me.n hai kabaab-e-dil-e-pur-soz
jis din se Gam-e-hijr hai mehmaan hamaaraa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
no aasmaa.n KHur-o-mah saato.n tabaq zamii.n ke
ruuh-o-havaas-e-KHamsa aur shash-jahaat tiiso.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
tuu vo hai shah-e-husn agar baaj talab ho
le huur se guldasta tabaq shaah-e-parii se
Imdad Ali Bahr
Ghazal
raushan hu.e chaudah tabaq ik jaam se tere
ehsaan teraa piir-e-KHaraabaat bahut hai
Riyaz Hasan Khan Khayal
Ghazal
Mani Nagpuri
Ghazal
hai.n saat zamii.n ke tabaq aur saat hai.n aflaak
is raaz ke mahram hai.n magar saahib-e-idraak
Sahir Dehlavi
Ghazal
gulshan me.n chal ai sarv-e-sahii sair kii KHaatir
tujh vaaste le gul tabaq-e-naqd-e-zar aayaa
Mirza Daood Beg
Ghazal
nargis kii zar-o-gul pe bhii vaa chashm-e-tama hai
is par ki zar-o-siim kaa us paas tabaq hai
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
hunuuz dafn hu.aa hii nahii.n tiraa bismil
ki zalzale me.n zamii.n kaa tabaq abhii se hai
Ishrat Bareilvi
Ghazal
misre pe un ke misra-e-qad kaa gumaa.n hu.aa
ik tabqa bait kaa tabaq-e-aasmaa.n hu.aa