SEARCH RESULTS
Showing search results for "tabdiil"
Ghazal MATCHES FOR "tabdiil"
Ghazal
yaa itnii na tabdiil hu.ii hotii ye duniyaa
yaa mai.n ne ise KHvaab me.n dekhaa nahii.n hotaa
Shahryar
Ghazal
photo me.n dil kii choT na tabdiil ho sakii
naqle.n utaar utaar ke akkaas rah gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
raste mah-o-nujuum ke tabdiil ho ga.e
in khi.Dkiyo.n me.n ek bhii taaraa nahii.n rahaa
Aitbar Sajid
Ghazal
ab bhii vaqt hai apnii ravish tabdiil karo varna
jo kuchh hone vaalaa hai sochaa nahii.n jaa saktaa
Saleem Kausar
Ghazal
isii KHvaahish ke daaman me.n vahii sikke khanak uThte
sadaa tabdiil kar lete agar kaasa badal lete
Farah iqbal
Ghazal
ye to KHair hu.ii dariyaa ne ruKH tabdiil kiyaa
meraa shahr bhii us kii zad me.n aane vaalaa thaa
Shahryar
Ghazal
shaa.irii ruuh me.n tahliil nahii.n ho paatii
ham se jazbaat kii tashkiil nahii.n ho paatii
Shakeel Azmi
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
tabdiil ho gayaa hai jo miTTii ke Dher me.n
vo dil thaa somnaat abhii kal kii baat hai
Ehtisham Bachhrayuni
Ghazal
har KHushii tabdiil Gam me.n ho ga.ii tere baGair
sub.h mujh tak aa.ii bhii to shaam ho kar rah ga.ii
Ganesh Bihari Tarz
Ghazal
ek hammaam me.n tabdiil hu.ii hai duniyaa
sab hii na.nge hai.n kise dekh ke sharmaa.uu.n mai.n
Sulaiman Areeb
Ghazal
mai.n aag thaa phuulo.n me.n tabdiil hu.aa kaise
bachcho.n kii tarah chuumaa us ne mire gaalo.n ko
Bashir Badr
Ghazal
tum bhii to kisii baat pe raazii nahii.n hote
tabdiil nahii.n hotaa muqaddar kaa likhaa bhii
Imran Aami
Ghazal
shu.uur-e-faasla-e-KHair-o-shar diyaa hai mujhe
tirii nigaah ne tabdiil kar diyaa hai mujhe
Akhtar Usman
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
dhuup kaise saa.e me.n tabdiil hotii hai yahaa.n
is hunar ko siikhnaa hai to shajar se baat kar
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
zehn kirdaar se tabdiil hu.aa logo.n kaa
bas isii jurm me.n kaatib ko sazaa dii ga.ii hai