SEARCH RESULTS
Showing search results for "tabii.ii"
Ghazal MATCHES FOR "tabii.ii"
Ghazal
Jaleel 'Aali'
Ghazal
ishrat-e-sohbat-e-KHuubaa.n hii Ganiimat samjho
na hu.ii 'Gaalib' agar umr-e-taabii.ii na sahii
Mirza Ghalib
Ghazal
afsuun-e-tamannaa se bedaar hu.ii aaKHir
kuchh husn me.n be-taabii kuchh 'ishq me.n zebaa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
to.D kar baiThaa huu.n raah-e-shauq me.n paa-e-talab
dekhnaa hai jazba-e-be-taabii-e-manzil mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
naubat-e-giriya o be-taabii-o-zaarii aa.ii
ba.De ha.ngaame se kal yaad tumhaarii aa.ii
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
jaagne vaalo taa-ba-sahar KHaamosh raho
kal kyaa hogaa kis ko KHabar KHaamosh raho
Habib Jalib
Ghazal
Safi Lakhnavi
Ghazal
raaz-poshii-e-mohabbat ke ta.ii.n chaahiye zabt
so to be-taabii-e-dil bin mujhe aaraam nahii.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
paasbaano.n kii tarah raato.n ko be-taabii se
naale karte hai.n ham ai yaar tire kuuche me.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
haa.e vo ik aalam-e-be-taabii-e-pinhaa.n ki jab
faasla manzil se apnaa do-qadam rah jaa.egaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
jab maar hii Daalaa hame.n be-taabi-e-dil ne
karvaT shab-e-furqat me.n badalvaa.egii kis ko