SEARCH RESULTS
Showing search results for "tafriid-e-mujarrad"
Ghazal MATCHES FOR "tafriid-e-mujarrad"
Ghazal
tajdiid-e-misaalii me.n hai tafriid-e-mujarrad
tauhiid hai ye aur hai.n be-sarfa KHayaalaat
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
miltaa jo ko.ii Tuk.Daa is charKH-e-zabarjad me.n
paivand lagaa detaa mai.n nafs-e-mujarrad me.n
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Natiq Gulavthi
Ghazal
'mubaarak' vajd me.n aa.e mukarrar kii sadaa.o.n se
ilaahii pur-asar aisaa ko.ii irshaad ho meraa
Mubarak Lone
Ghazal
lauT ham aa.e 'mubaarak' yuu.n dar-e-jaanaa.n se
jaise aakaash se muflis kii du.aa lauT aa.e
Mubarak Ansari
Ghazal
numaa.ish to bajaa hai jalva-e-husn-e-mujassam kii
ye laazim hai nazar shaa.ista-e-diidaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
ye tahriir-e-fan bhii unhii.n kaa hai zevar
jo aah-o-fuGaa.n ke havaale hu.e hai.n
Syed Saddam Gilani Murad
Ghazal
vo utnaa hii bantaa hai hirs-e-mujassam
KHudaa jis ko detaa hai jitnaa ziyaada
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kyaa shaam-e-aarzuu se 'mubaarak' kare.n 'umiid'
ham ko hamaarii sub.h-e-tamannaa se kyaa milaa
Mubarak Mungeri
Ghazal
is daur-e-bebasii me.n ye haal hai 'mubaarak'
jiine kaa chhin chukaa hai maqduur aadmii se
Mubarak Mungeri
Ghazal
Mubarak Mungeri
Ghazal
hasiin lafzo.n kii suurat hai.n KHadd-o-KHaal us ke
'mubaarak' un ko bhii apnii kitaab me.n rakhnaa
Mubarak Ansari
Ghazal
Mubarak Mungeri
Ghazal
apnii Gazlo.n me.n jise ra.ng-e-quzah bharnaa ho
vo 'mubaarak' miraa ejaaz-e-bayaa.n le jaa.e
Mubarak Ansari
Ghazal
Mubarak Mungeri
Ghazal
de rahe the hadiya-e-tabriik vo aGyaar ko
aur 'mubaarak' mujh ko apne naam kaa dhokaa hu.aa