SEARCH RESULTS
Showing search results for "tahaffuz e"
Ghazal MATCHES FOR "tahaffuz e"
Ghazal
tahaffuz-e-dar-o-diivaar kaar-e-mushkil hai
jhulas gayaa hai badan saa.ebaa.n banaate hu.e
Zakia Ghazal
Ghazal
faqat tahaffuz-e-kashtii kaa dhyaan thaa varna
ham aur minnat-e-ehsaan-e-naaKHudaa karte
Habeeb Jaunpuri
Ghazal
khii.nch laayaa tujhe ehsaas-e-tahaffuz mujh tak
ham-safar hone kaa teraa bhii iraada kab thaa
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
ai masjid-e-aqsaa tuu jale aur mai.n dekhuu.n
kyaa azm-e-tahaffuz bhii nigahbaa.n me.n nahii.n hai
Sultan Rashk
Ghazal
hai tahaffuz me.n husain ibn-e-alii kaa saaya
ab yaziido.n kii itaa.at nahii.n kii jaa saktii
Rahi Hameedi Chand Puri
Ghazal
un ko sau.npaa hai miraa kaar-e-tahaffuz tum ne
jo KHud apnii hii hifaazat bhii nahii.n kar sakte
Rahi Hameedi Chand Puri
Ghazal
pa.Dhte hai.n ba.De shauq se arbaab-e-tahaffuz
'ajmal' tire ash.aar kii nudrat hii alag hai
Ajmal Abullais
Ghazal
tire KHuluus-e-tahaffuz me.n shak nahii.n lekin
havaa me.n ret kii diivaar gir pa.Dii hogii
Ezaz Afzal
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
khulii fazaa me.n vo Dar thaa ki par khule hii nahii.n
'ajab yaqiin-e-tahaffuz dar-e-qafas tak thaa
Umair Najmi
Ghazal
aurat huu.n magar suurat-e-kohsaar kha.Dii huu.n
ik sach ke tahaffuz ke liye sab se la.Dii huu.n
Farhat Zahid
Ghazal
har qadam par ik nayaa dukh KHair-KHvaaho.n se milaa
kab hame.n ko.ii tahaffuz un panaaho.n se milaa
Zafar Akbarabadi
Ghazal
jo mansabo.n ke pujaarii pahan ke aate hai.n
kulaah tauq se bhaarii pahan ke aate hai.n
Rahat Indori
Ghazal
maaniye baat mirii saaz badalte rahiye
kabhii lahja kabhii aavaaz badalte rahiye
Naushad Munis Aazmi
Ghazal
kisii ne kaise KHazaane me.n rakh liyaa hai mujhe
uThaa ke agle zamaane me.n rakh liyaa hai mujhe
Faisal Ajmi
Ghazal
detaa thaa jo saayaa vo shajar kaaT rahaa hai
KHud apne tahaffuz kii vo ja.D kaaT rahaa hai