SEARCH RESULTS
Showing search results for "tahat"
Ghazal MATCHES FOR "tahat"
Ghazal
har ik apnii zaruurat ke tahat ham se hai miltaa
hame.n bhii ab ko.ii hasb-e-zaruurat chaahiye hai
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
cha.Dhte hai.n log phaa.nsii pe kis jurm ke tahat
taKHtii to pa.Dh hii lete ho taKHte pa.Dhaa karo
Sameena Rahmat Manal
Ghazal
Ejazulhaq Shahab
Ghazal
kis tasavvur ke tahat rabt kii manzil me.n rahaa
kis vasiile ke ta.assur kaa nigahbaan thaa mai.n
Sahil Ahmad
Ghazal
FaIyaz Rashk
Ghazal
haadse hai.n abhii kitne isii KHatre ke tahat
is me.n rusvaa.ii hai is me.n tirii rusvaa.ii hai
Ibraheem Khaleel
Ghazal
tahat me.n pa.Dhe.nge Gazal aaj 'mohak'
galaa un kaa tho.Daa saa baiThaa hu.aa hai
Manish Mohak
Ghazal
saaz har daur me.n bante hai.n taqaazo.n ke tahat
saaz-e-hastii ho nayaa phir bhii nayaa saaz nahii.n
Ghubar Kiratpuri
Ghazal
rahii na taaqat-e-guftaar aur agar ho bhii
to kis umiid pe kahiye ki aarzuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
tanhaa.ii kii ye kaun sii manzil hai rafiiqo
taa-hadd-e-nazar ek bayaabaan saa kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
pursish-e-haal ko tum aa.oge us vaqt mujhe
lab hilaane kii bhii taaqat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
paiham tavaaf-e-kuucha-e-jaanaa.n ke din ga.e
pairo.n me.n chalne phirne kii taaqat nahii.n rahii