SEARCH RESULTS
Showing search results for "tairaak"
Ghazal MATCHES FOR "tairaak"
Ghazal
naGma-e-nau-bahaar agar mere nasiib me.n na ho
us dam-e-niim-soz ko taa.irak-e-bahaar kar
Allama Iqbal
Ghazal
bastii me.n jitne aab-gaziida the sab ke sab
dariyaa ke ruKH badalte hii tairaak ho ga.e
Parveen Shakir
Ghazal
vo kisii tarah bhii tairaak nahii.n ho saktaa
duur se hii jise ma.njdhaar se Dar lagtaa hai
Afzal Allahabadi
Ghazal
tairaak lagaataar yahaa.n Duub rahe hai.n
chup-chaap mai.n dariyaa kaa hunar dekh rahaa huu.n
Balmohan panday
Ghazal
ye hai.n tairaak magar haal ye in ke dekhe
Garq hote hu.e tuufaan me.n tinke dekhe
Nazeer Baaqri
Ghazal
paaniyo.n kii saazisho.n ne jab bha.nvar Daale 'faraaz'
tabsira karte rahe sab Duubte tairaak par
Tahir Faraz
Ghazal
Shafiq Jaunpuri
Ghazal
yaa samundar se mirii KHaak judaa kar 'shaahid'
yaa banaa de mujhe tairaak mirii izzat rakh
Shahid Zaki
Ghazal
zoro.n pe 'saliim' ab ke hai nafrat kaa bahaav
jo bach ke nikal aa.egaa tairaak vahii hai
Saleem Kausar
Ghazal
tujh ko bilkul nahii.n ehsaas-e-hunar ai dariyaa
ab tire vaaste tairaak kahaa.n se laa.e.n
Liaqat Jafri
Ghazal
ai bha.nvar terii tarah bebaak ho jaa.e.nge ham
saath me.n rah kar tire tairaak ho jaa.e.nge ham
Waseem Malik
Ghazal
saa.np har dasht me.n kartaa hai ta.aaqub meraa
bahr-e-be-aab kaa tairaak mirii taak me.n hai