SEARCH RESULTS
Showing search results for "tairaak"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tairaak"
Ghazal
naGma-e-nau-bahaar agar mere nasiib me.n na ho
us dam-e-niim-soz ko taa.irak-e-bahaar kar
Allama Iqbal
Ghazal
bastii me.n jitne aab-gaziida the sab ke sab
dariyaa ke ruKH badalte hii tairaak ho ga.e
Parveen Shakir
Nazm
mere school
ilm kii jhiil kaa tairaak banaayaa hai mujhe
KHauf ko chhiin ke bebaak banaayaa hai mujhe
Munawwar Rana
Ghazal
vo kisii tarah bhii tairaak nahii.n ho saktaa
duur se hii jise ma.njdhaar se Dar lagtaa hai
Afzal Allahabadi
Ghazal
tairaak lagaataar yahaa.n Duub rahe hai.n
chup-chaap mai.n dariyaa kaa hunar dekh rahaa huu.n
Balmohan panday
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tairaak"
Sher
zoro.n pe 'saliim' ab ke hai nafrat kaa bahaav
jo bach ke nikal aa.egaa tairaak vahii hai
Saleem Kausar
Ghazal
ye hai.n tairaak magar haal ye in ke dekhe
Garq hote hu.e tuufaan me.n tinke dekhe
Nazeer Baaqri
Ghazal
paaniyo.n kii saazisho.n ne jab bha.nvar Daale 'faraaz'
tabsira karte rahe sab Duubte tairaak par
Tahir Faraz
Ghazal
Shafiq Jaunpuri
Ghazal
yaa samundar se mirii KHaak judaa kar 'shaahid'
yaa banaa de mujhe tairaak mirii izzat rakh









