SEARCH RESULTS
Showing search results for "tairo"
Ghazal MATCHES FOR "tairo"
Ghazal
taa.iro abr-o-havaa bhii hai.n isii uljhan me.n
kaise do ho.nTo.n ne ik baaG hai dahkaayaa hu.aa
Aamir Suhail
Ghazal
qayaam taa.iro kuchh der mere aa.ngan me.n
tamaam ghar ko mire KHush-gavaar karte chalo
Saurabh Shekhar
Ghazal
iistaada hai.n gulistaa.n me.n bahaa.im har suu
taa.iro Gul karo ye nek amal chaahiye hai
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
tairo lahuu me.n apne to mumkin hai KHud ko paa.o
dhultaa hai sirf jism hii ga.ngaa-nahaan se
Nasr Ghazali
Ghazal
ai taa.iro shaayad ki nikal aa.e ko.ii raah
sab mil ke agar cho.nch sadaa jaal pe maaro
Meraj Ahmad Meraj
Ghazal
vo qafas ho ki nasheman ki panah-gaah nahii.n
taa.iro naGmagaro barq-e-balaa taak me.n hai
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
Mukhtar Hashmi
Ghazal
farq zaahir hai jo kuchh taa.ir-o-insaan me.n hai
ho na phir kabk se kyo.n yaar kii raftaar judaa
Munshi Thakur Parsad Talib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
ai taa.ir-e-laahautii us rizq se maut achchhii
jis rizq se aatii ho parvaaz me.n kotaahii
Allama Iqbal
Ghazal
mirii misaal ki ik naKHl-e-KHushk-e-sahraa huu.n
tiraa KHayaal ki shaaKH-e-chaman kaa taa.ir tuu
Ahmad Faraz
Ghazal
aab-e-muhiit-e-ishq kaa bahr 'ajiib bahr hai
taire to Garq ho ga.e Duube to paar kar ga.e
Adeem Hashmi
Ghazal
tirchhii nigah se taa.ir-e-dil ho chukaa shikaar
jab tiir kaj pa.De to u.Degaa nishaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aaj is soz-e-tasavvur kii KHushii me.n ai dost
taa.ir-e-sabr ko aazaad kiyaa hai mai.n ne