SEARCH RESULTS
Showing search results for "tajassus"
Ghazal MATCHES FOR "tajassus"
Ghazal
tuu bhii KHushbuu hai magar meraa tajassus bekaar
barg-e-aavaara kii maanind Thikaane mere
Ahmad Faraz
Ghazal
chiite kaa jigar chaahiye shaahii.n kaa tajassus
jii sakte hai.n be-raushani-e-daanish-o-farha.ng
Allama Iqbal
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
patthar bane kha.De the tajassus ke dasht me.n
dil gum tilism-e-shauq kii hairaaniyo.n me.n thaa
Riaz Majeed
Ghazal
tajassus har ufuq par Dhuu.nDhtaa rahtaa hai us ko
kahaa.n se aur kaisii aa.nkh mujh ko dekhtii hai
Daniyal Tareer
Ghazal
dimaaG un ke tajassus me.n jism ghar me.n rahaa
mai.n apne ghar hii me.n rahte hu.e safar me.n rahaa
Anjum Siddiqui
Ghazal
mujhe KHabar nahii.n saudaa hai yaa tajassus hai
mire KHamiir ne kyaa dard-e-sar diyaa hai mujhe
Akhtar Usman
Ghazal
Faisal Fehmi
Ghazal
Muzdam Khan
Ghazal
jis qaum me.n dekhaa to tajassus tiraa paayaa
ma.abad tire har qaum me.n Thahraa.e hu.e hai.n
Bahram ji
Ghazal
adaa mauj-e-tajassus kii tarah thii
nafas KHushbuu kii shohrat kii tarah thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
ik tajassus dil me.n hai ye kyaa hu.aa kaise hu.aa
jo kabhii apnaa na thaa vo Gair kaa kaise hu.aa
Khatir Ghaznavi
Ghazal
silsila raushan tajassus kaa udhar meraa bhii hai
ai sitaaro us KHalaa me.n ik safar meraa bhii hai