SEARCH RESULTS
Showing search results for "tajassus"
Nazm MATCHES FOR "tajassus"
Nazm
hum log
Gaayat-e-suud-o-ziyaa.n suurat-e-aaGaaz-o-ma.aal
vahii be-suud-e-tajassus vahii bekaar savaal
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
rahguzar
vo tabassum jis ko rote hai.n ka.ii uj.De suhaag
ban rahaa hai ik lachaktaa KHaar apne paa.nv me.n
Qateel Shifai
Nazm
baDe naz se aaj ubhra hai suraj
fuzuu.n-tar hu.aa nashsha-e-kaamraanii
tajassus kii aa.nkho.n me.n Dore se aa.e
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
sar-e-tur
pii ke naakaamiyo.n kii sharaab-e-kuhan
apnaa zauq-e-tajassus javaa.n hai abhii
Ali Sardar Jafri
Nazm
abbu ki yaad mein
jab ki manzil kii tajassus me.n thaa gumraah-e-safar
chal diyaa chho.D ke kyo.n raah dikhaane vaalaa
Khursheed Alig
Nazm
ek nazm
udaasii ke piile daraKHto.n kii shaaKHo.n se chipke hu.e
sabz patto.n me.n teraa tajassus
Adil Mansuri
Nazm
tajassus
mai.n haatho.n me.n le kar tajassus ki mish.al
bahut duur pahu.nchaa sitaaro.n se aage
Rifat Sarosh
Nazm
mujhe wapas kar de
vo la.Dakpan kaa zamaana vo salone shab-o-roz
vo umange.n vo tarange.n vo tajassus vo KHarosh
Anwar Abbas
Nazm
safed raat se mansub hai lahu ka zawal
mire badan kaa tajassus mire gunaah kii Dhaal
Adil Mansuri
Nazm
gham-e-jamhur
hamaare zauq-e-tajassus kii tishna-kaamii kaa
zamaana legaa sar-e-daar imtihaa.n ik din