SEARCH RESULTS
Showing search results for "takiye"
Ghazal MATCHES FOR "takiye"
Ghazal
so.e kahaa.n the aa.nkho.n ne takiye bhigo.e the
ham bhii kabhii kisii ke liye KHuub ro.e the
Bashir Badr
Ghazal
vo niichii niichii nigaaho.n se dekhnaa mujh ko
vo pyaar takiye ko karnaa lagaa ke siine se
Nizam Rampuri
Ghazal
Zehra Nigaah
Ghazal
phir na ho maKHmalii takiye kii zaruurat mujh ko
tere baazuu jo kabhii mere sirhaane lag jaa.e.n
Nadim Nadeem
Ghazal
Naseem Nikhat
Ghazal
jaaduu kii pu.Dii parcha-e-abyaat thaa us kaa
mu.nh takiye Gazal pa.Dhte ajab sehr-bayaa.n thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ajmal Siddiqui
Ghazal
takiye me.n kyaa rakhaa hai KHat-e-Gair kii tarah
dekhuu.n to mai.n navishta-e-qismat miraa na ho
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
nii.nd masto.n ko kahaa.n aur kidhar kaa takiya
KHisht-e-KHum-KHaana hai yaa.n apne to sar kaa takiya
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Ashfaq Ahmad Saim
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
soz-e-dil-o-jigar kii shiddat phir aaj-kal hai
phir pahlu.o.n ke takiye mash'al banaa diye hai.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kahne vaalaa KHud to sar takiye pe rakh kar so gayaa
merii be-chaarii kahaanii raat bhar rotii rahii