SEARCH RESULTS
Showing search results for "takliif"
Ghazal MATCHES FOR "takliif"
Ghazal
ab kii jo raah-e-mohabbat me.n uThaa.ii takliif
saKHt hotii hame.n manzil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
yaad kar ke aur bhii takliif hotii thii 'adiim'
bhuul jaane ke sivaa ab ko.ii bhii chaaraa na thaa
Adeem Hashmi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
saaqii tujhe ik tho.Dii sii takliif to hogii
saaGar ko zaraa thaam mai.n kuchh soch rahaa huu.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
shaq ho gayaa hai siina KHushaa lazzat-e-faraaG
takliif-e-parda-daari-e-zaKHm-e-jigar ga.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
takliif miT ga.ii magar ehsaas rah gayaa
KHush huu.n ki kuchh na kuchh to mire paas rah gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
yaad kar ke mujhe takliif hii hotii hogii
ek qissa huu.n puraanaa saa bhulaa de mujh ko
Wasi Shah
Ghazal
ai 'zauq' takalluf me.n hai takliif saraasar
aaraam me.n hai vo jo takalluf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
takliif to hu.ii magar ai naaKHun-e-malaal
khulne lagii girah bhii ko.ii apnii zaat kii
Parveen Shakir
Ghazal
takliif na kar aah mujhe jumbish-e-lab kii
mai.n sad suKHan-aaGushta-ba-KHuu.n zer-e-zabaa.n huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
aur to dil ko nahii.n hai ko.ii takliif 'adam'
haa.n zaraa nabz kisii vaqt Thahar jaatii hai