SEARCH RESULTS
Showing search results for "takziib"
Ghazal MATCHES FOR "takziib"
Ghazal
takziib-e-junuu.n ke liye ik shak hii bahut hai
baarish kaa samay ho to sitaaraa nahii.n hotaa
Mohsin Asrar
Ghazal
chalii hai tohmat-o-takziib kii havaa 'aamir'
so shahr-e-KHaak-o-KHabar me.n Thahar ke dekhte hai.n
Aamir Suhail
Ghazal
lafz chunte hu.e tartiib na.ii lagtii hai
dil dukhaane kii ye tarkiib na.ii lagtii hai
Nuzhat Abbasi
Ghazal
kyaa na.ii tahziib hai takziib-e-aqdaar-e-saliim
shahr me.n phaile hu.e hai.n jins ke amraaz kyuu.n
Krishna Mohan
Ghazal
ye log kyuu.n tirii takziib karte hai.n jabki
hazaar kaam tire naam se nikaalte hai.n
Arshad Abbas Zaki
Ghazal
tire mu.nh se ahvaal-e-'haidar' kii takziib
vo darvesh hai us kii taariif farmaa
Haider Dehlvi
Ghazal
bas kiye jaataa hai takziib magar is ke baa'd
narm lahje se vo armaan jagaa detaa hai
Shamsa Najm
Ghazal
shahr ke log Galat mujh ko samajhne lag jaa.e.n
merii takziib kare aisii adaakaarii se
Mohammad Haneef
Ghazal
kabhii taqdiir kaa maatam kabhii duniyaa kaa gila
manzil-e-ishq me.n har gaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
teraa chup rahnaa mire zehn me.n kyaa baiTh gayaa
itnii aavaaze.n tujhe dii.n ki galaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
ye zulf agar khul ke bikhar jaa.e to achchhaa
is raat kii taqdiir sa.nvar jaa.e to achchhaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
dast-e-falak me.n gardish-e-taqdiir to nahii.n
dast-e-falak me.n gardish-e-ayyaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mujh ko tahziib ke barzaKH kaa banaayaa vaaris
jurm ye bhii mire ajdaad ke sar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
socho to ba.Dii chiiz hai tahziib badan kii
varna ye faqat aag bujhaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ta.aliim kaa shor aisaa tahziib kaa Gul itnaa
barkat jo nahii.n hotii niyyat kii KHaraabii hai