SEARCH RESULTS
Showing search results for "talab"
Ghazal MATCHES FOR "talab"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
rah-e-KHizaa.n me.n talaash-e-bahaar karte rahe
shab-e-siyah se talab husn-e-yaar karte rahe
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
terii zulfo.n ke bikharne kaa sabab hai ko.ii
aa.nkh kahtii hai tire dil me.n talab hai ko.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
KHush huu.n ki miraa husn-e-talab kaam to aayaa
KHaalii hii sahii merii taraf jaam to aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
zabaan taaluu me.n paivast kar ke rakhnaa 'talab'
ko.ii mazaaq hai kyaa taa-hayaat chup rahnaa
Khurshid Talab
Ghazal
zaKHm ke phuul se taskiin talab kartii hai
ba.az auqaat mirii ruuh Gazab kartii hai
Mohsin Naqvi
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
sahar ne andhii galii kii taraf nahii.n dekhaa
jise talab thii usii kii taraf nahii.n dekhaa
Manzar Bhopali
Ghazal
ham bhii zaKHm-talab the apnii fitrat me.n
vo bhii kuchh sachchaa thaa apne nishaane kaa
Allama Talib Jauhari
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
aashiqii sabr-talab aur tamannaa betaab
dil kaa kyaa rang karuu.n KHuun-e-jigar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Khurshid Talab
Ghazal
huzuur-e-yaar hu.ii daftar-e-junuu.n kii talab
girah me.n le ke garebaa.n kaa taar taar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ajiib ham hai.n sabab ke baGair chaahte hai.n
tumhe.n tumhaarii talab ke baGair chaahte hai.n
Tahir Faraz
Ghazal
azal se us kii tabii.at me.n sar-kashii hai 'talab'
kahaa.n kisii kii itaa.at havaa se hotii hai
Khurshid Talab
Ghazal
sab mujhe teraa talab-gaar samajhte ho.nge
ye bhii mumkin hai ki har baar samajhte ho.nge