SEARCH RESULTS
Showing search results for "talaffuz"
Ghazal MATCHES FOR "talaffuz"
Ghazal
us ism-e-KHaas kii tarkiib se banaa huu.n mai.n
mohabbato.n ke talaffuz se kar nayaa mujh ko
Ali Zaryoun
Ghazal
tum us kaa zikr karo to zabaa.n sudhar jaa.e
vo lakhna.uu kaa talaffuz vo shiin qaaf badan
Mehshar Afridi
Ghazal
badan hai us kaa kisii husn kii luGat 'aatir'
Galat pa.Dhaa to talaffuz bayaan kar degaa
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
narm-o-naazuk lab-o-lahja vo talaffuz kii miThaas
har kahaanii me.n yahii tarz-e-bayaanii likkhii
Armaan Jodhpuri
Ghazal
us ko bhii har vaqt rahtaa hai talaffuz kaa KHayaal
ishq mai.n ne bhii kiyaa hai us se urdu kii tarah
Farkhanda Razvi
Ghazal
ab muzayyan hai talaffuz se avaamunnaas ke
sher sarf-o-nahv ke chakkar se uktaayaa hu.aa
Ejaz Gul
Ghazal
apne lahje ke talaffuz se ye tashdiid haTaa
dekh alfaaz ke chehro.n pe kahii.n shad hii nahii.n
Babar Ali Asad
Ghazal
Shahjahan Jafri Hijab Amrohvi
Ghazal
Syed Tamjeed Haider Tamjeed
Ghazal
lagegaa vaqt talaffuz ko saaf hone me.n
paka.D Gazal pe abhii to banii hai majnuu.n kii
Harsh Kumar Bhatnagar
Ghazal
Khaavar Jilani
Ghazal
Rauf Sadiq
Ghazal
ye lafz-e-mohabbat use aataa to hai 'aasim'
lekin vo ise Thiik talaffuz nahii.n kartaa
Asim Wasti
Ghazal
ibaadato.n kaa tahaffuz bhii un ke zimme hai
jo masjido.n me.n safari pahan ke aate hai.n
Rahat Indori
Ghazal
aurat huu.n magar suurat-e-kohsaar kha.Dii huu.n
ik sach ke tahaffuz ke liye sab se la.Dii huu.n
Farhat Zahid
Ghazal
Arifa Shahzad
Ghazal
lii thii mauhuum tahaffuz ke gharau.nde me.n panaah
ret jab bikhrii to haalaat samajh me.n aa.e