SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqaazaa-e-paarsaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "taqaazaa-e-paarsaa.ii"
Ghazal
har ek fikr kii tah me.n ho jazba-e-KHaalis
bahut hii saKHt taqaazaa-e-paarsaa.ii hai
Obaidur Rahman
Ghazal
havaa-e-jaa.n kaa taqaazaa ki rahiye ghar se duur
ki hai.n jo ghar me.n bayaabaa.n hazaar sar par hai
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
alam-bardaar-e-amn-o-aashtii hoshyaar ho jaa.e
taqaazaa vaqt kaa ye hai ki duniyaa-daar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
ye vaqt kaa hai taqaaza ki hai fareb-e-nazar
ki beTaa baap ke qad se ba.Daa dikhaa.ii de
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Sada Ambalvi
Ghazal
Farooq Banspari
Ghazal
rokte kab tak taqaazaa-e-talaafii-e-sitam
sar jhukaa.e sharm se mayyat pe aanaa hii pa.Daa
Anjum Manpuri
Ghazal
puuraa taqaaza-e-KHalish-e-mudda.aa hu.aa
jab jaan dii to farz-e-mohabbat adaa hu.aa
Shahid Siddiqui
Ghazal
mirii nigaaho.n ne jhuk jhuk ke kar diye sajde
jahaa.n jahaa.n se taqaazaa-e-husn-e-yaar hu.aa
Asghar Gondvi
Ghazal
ai taqaazaa-e-Gam-e-dahr mai.n kaise aa.uu.n
lazzat-e-dard Gam-e-yaar ko kaise chho.Duu.n
Salam Machhli shahri
Ghazal
taqaazaa-e-mizaaj-e-dil kii hai takmiil to mumkin
tahammul-aashnaa lekin mizaaj-e-dil kahaa.n tak hai
Talib Dehlavi
Ghazal
hayaa ke saath taqaazaa-e-qahr-o-mahar bhii hai
tirii nazar se tabii.at mirii judaa niklii