SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqaazaa-e-paarsaa.ii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taqaazaa-e-paarsaa.ii"
Ghazal
har ek fikr kii tah me.n ho jazba-e-KHaalis
bahut hii saKHt taqaazaa-e-paarsaa.ii hai
Obaidur Rahman
Ghazal
havaa-e-jaa.n kaa taqaazaa ki rahiye ghar se duur
ki hai.n jo ghar me.n bayaabaa.n hazaar sar par hai
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye vaqt kaa hai taqaaza ki hai fareb-e-nazar
ki beTaa baap ke qad se ba.Daa dikhaa.ii de
Badr-e-Alam Khan Azmi
MORE MATCHES FOR "taqaazaa-e-paarsaa.ii"
Ghazal
Farooq Banspari
Sher
hazaaro.n tamannaa.o.n ke KHuu.n se ham ne
KHariidii hai ik tohmat-e-paarsaa.ii
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
mujhe dekhnaa hai us ko jo tirii galii se guzre
ba-qabaa-e-paarsaa.ii ba-libaas-e-nek-naamii
Shamim Karhani
Ghazal
KHudaa yaad aa rahaa hai husn-e-iimaa.n-soz-e-saaqii se
kamaal-e-paarsaa.ii aaj tark-e-paarsaa.ii hai
Zaheen Shah Taji
Nazm
malan
sarshaar thaa zamaana mad.hosh thii KHudaa.ii
kaisaa lihaaz-e-taqvaa kyaa zikr-e-paarsaa.ii
Vafa Barahi
Ghazal
zo.am-e-paarsaa.ii me.n kab KHayaal hai un ko
tanz to vo karte hai.n aa.ina nahii.n rakhte
Anjum Azimabadi
Ghazal
mirii baqaa hii mirii KHvaahish-e-gunaah me.n hai
mai.n zindagii ko kabhii zahr-e-paarsaa.ii na duu.n
Ahmad Faraz
Ghazal
puuraa taqaaza-e-KHalish-e-mudda.aa hu.aa
jab jaan dii to farz-e-mohabbat adaa hu.aa