SEARCH RESULTS
Showing search results for "taraf-daar"
Ghazal MATCHES FOR "taraf-daar"
Ghazal
mansuub charaaGo.n se taraf-daar havaa ke
tum log munaafiq ho munaafiq bhii balaa ke
Komal Joya
Ghazal
maanaa ki nahii.n aaj taraf-daar hamaarii
duniyaa kabhii hotii thii parastaar hamaarii
Azwar Shirazi
Ghazal
KHudaa bhii taraf-daar niklaa tumhaaraa
ye jhag.Daa chukaa ab hamaaraa tumhaaraa
Dattatriya Kaifi
Ghazal
apne zaKHmo.n ke taraf-daar nahii.n dekh sake
ham kabhii apne 'azaadaar nahii.n dekh sake
Zunair Naqvi
Ghazal
saare jahaa.n ko apnaa taraf-daar kiijiye
lekin hame.n na raah kii diivaar kiijiye
Sadik Ali Shadab
Ghazal
marham ke nahii.n hai.n ye taraf-daar namak ke
nikle hai.n mire zaKHm talabgaar namak ke
Varun Anand
Ghazal
sunte hai.n ki 'Gaalib' ke taraf-daar bahut hai.n
duniyaa me.n qalam kam hai.n qalamkaar bahut hai.n
Noor Amrohvi
Ghazal
tuu kabhii meraa taraf-daar nahii.n ho saktaa
mar bhii jaa.uu.n to mujhe pyaar nahii.n ho saktaa
M Nadeem Qazi
Ghazal
haq bolne vaalo.n ke taraf-daar hu.e kyo.n
is daur me.n ham saahab-e-kirdaar hu.e kyo.n
Qamar Siddiqui Fatehpuri
Ghazal
kuchh bhii thaa sach ke taraf-daar hu.aa karte the
tum kabhii saahab-e-kirdaar hu.aa karte the
Saleem Kausar
Ghazal
ham-nashii.n un ke taraf-daar bane baiThe hai.n
mere Gam-KHvaar dil-aazaar bane baiThe hai.n
Zaheer Dehlvi
Ghazal
har chand ki Gaalib ke taraf-daar bahut hai.n
lekin ye mire dost pur-asraar bahut hai.n
Qadir Khan Sartaj
Ghazal
is 'ahd me.n bhii Gam kaa taraf-daar to hogaa
ko.ii na ko.ii aap kaa Gam-KHvaar to hogaa
Ahtamam Sadiq
Ghazal
hijr kii rut kaa taraf-daar bhii ho saktaa hai
dil KHasaare se samar-baar bhii ho saktaa hai
Mubashshir Saeed
Ghazal
log jo haq ke taraf-daar hu.aa karte the
bus vahii saahab-e-kirdaar hu.aa karte the
Abbas Naqvi Bulandshehri
Ghazal
dam-ba-dam meraa taraf-daar hu.aa kartaa thaa
ye jo dushman hai kabhii yaar hu.aa kartaa thaa
Aarif Nazeer
Ghazal
laakh majbuur kare vaqt magar ahl-e-zamiir
kisii zaalim ke taraf-daar nahii.n ban sakte