SEARCH RESULTS
Showing search results for "taraf-daar"
Nazm MATCHES FOR "taraf-daar"
Nazm
siyasat
kaun hai.n kans yaa raavan ke taraf-daar kaho
kaun ham me.n se hai zaalim kaa taraf-daar kaho
Raj Kumar Kori Raz
Nazm
pathraw ki chaumukh barkha mein
maqtal kii sunahrii chaukhaT tak
bismil kaa taraf-daar aa.egaa
Shaz Tamkanat
Nazm
gharibon ki duniya
nahii.n hai Gariibo.n kaa Gam-KHvaar ko.ii
taraf-daar ko.ii madad-gaar ko.ii
Noor Ludhiyanwi
Nazm
chakbast
vaa'iz se pareshaan thaa mullaa.o.n se bezaar
maz.hab se shanaasaa thaa magar haq kaa taraf-daar
Fatima wasia Jayasi
Nazm
lamhon ki parastar
ham-safar ban ke jise naaz thaa hamraahii par
rahzano.n kii vo taraf-daar banii baiThii hai
Qateel Shifai
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
qatl aur KHuu.n kii siyaasat ke taraf-daar nahii.n
daafe-e-ja.ng faqat phuul hai.n talvaar nahii.n
Khalid Irfan
Nazm
mirza ghaalib
'miir' jii ke bhii taraf-daar the mirzaa 'Gaalib'
maadar-e-hind ke fankaar the mirzaa 'Gaalib'
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
lahu KHud hi pukar uTThega
da.avaa-e-adl bhii qaatil kii taraf-daarii bhii
jab ho ye adl kaa me.aar na kyo.n hairat ho
Payam Fatehpuri
Nazm
safar-e-na-tamam
ham-junuu.n kesh o tarah-daar hamesha ke jo the
bhaagte-saayo.n ke piichhe dau.De
Wamiq Jaunpuri
Nazm
dilli ki ek sham
jhuk gayaa hai jo kisii piir-e-KHamiida kii tarah
dam-ba-dam jal ke bujhaa
Akash Arsh
Nazm
wazir ka farman
ma.azuur huu.n mai.n apnii vazaarat se be-tarah
tum tarah-daar mujh ko kaho mai.n vaziir huu.n
Shaukat Thanvi
Nazm
hamara punjab
sarmast bhii sarshaar bhii hai.n is kii bahaare.n
dilkash bhii tarah-daar bhii hai.n is kii bahaare.n
Qais Jalandhari
Nazm
tark-e-mohabbat
kis tarah dard-e-mohabbat se kinaaraa kar le
jism aur ruuh kii furqat ko gavaaraa kar le