SEARCH RESULTS
Showing search results for "taraf-daar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taraf-daar"
Ghazal
mansuub charaaGo.n se taraf-daar havaa ke
tum log munaafiq ho munaafiq bhii balaa ke
Komal Joya
Ghazal
maanaa ki nahii.n aaj taraf-daar hamaarii
duniyaa kabhii hotii thii parastaar hamaarii
Azwar Shirazi
Sher
Popular Meeruthi
Ghazal
KHudaa bhii taraf-daar niklaa tumhaaraa
ye jhag.Daa chukaa ab hamaaraa tumhaaraa
Dattatriya Kaifi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
taraf-daar
तरफ़-दारطَرَف دار
Arabic, Persian
supporter, defender, partisan, champion, partial, prejudiced, follower
das-taraf
दस-तरफ़دَس طَرَف
ہر طرف ، چاروں طرف.
MORE MATCHES FOR "taraf-daar"
Ghazal
apne zaKHmo.n ke taraf-daar nahii.n dekh sake
ham kabhii apne 'azaadaar nahii.n dekh sake
Zunair Naqvi
Qita
jo log taraf-daar aligarh ke rahe.nge
is daur me.n be-shak vahii ba.Dh-cha.Dh ke rahe.nge
Akbar Allahabadi
Sher
pahle to chand log taraf-daar the mire
phir vo bhii vaqt thaa ki KHudaa bhii usii kaa thaa
Khan Mohammad Khaleel
Ghazal
saare jahaa.n ko apnaa taraf-daar kiijiye
lekin hame.n na raah kii diivaar kiijiye
Sadik Ali Shadab
Ghazal
marham ke nahii.n hai.n ye taraf-daar namak ke
nikle hai.n mire zaKHm talabgaar namak ke
Varun Anand
Sher
Mirza Ghalib
Ghazal
sunte hai.n ki 'Gaalib' ke taraf-daar bahut hai.n
duniyaa me.n qalam kam hai.n qalamkaar bahut hai.n
Noor Amrohvi
Hindi Ghazal
siyaahiyo.n kaa taraf-daar ho nahii.n saktaa
mire KHilaaf miraa yaar ho nahii.n saktaa
Deshraj Kaif
Ghazal
tuu kabhii meraa taraf-daar nahii.n ho saktaa
mar bhii jaa.uu.n to mujhe pyaar nahii.n ho saktaa
M Nadeem Qazi
Ghazal
haq bolne vaalo.n ke taraf-daar hu.e kyo.n
is daur me.n ham saahab-e-kirdaar hu.e kyo.n

