SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarannum"
Ghazal MATCHES FOR "tarannum"
Ghazal
ashko.n ke tabassum me.n aaho.n ke tarannum me.n
ma.asuum mohabbat kaa ma.asuum fasaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
tarannum 'arz mukarrar sunaa.iye irshaad
kisii ne suniye kahaa bazm jhuum jhuum ga.ii
Shahzad Qais
Ghazal
Rajendera Krishan
Ghazal
zarre zarre me.n kiyaa josh-e-tarannum paidaa
KHud magar ko.ii navaa saaz-e-mohabbat me.n nahii.n
Asghar Gondvi
Ghazal
saaraa aalam hai tarannum-KHez ai shaa.ir-navaaz
sher kii apnii jagah aur 'tarz' kii apnii jagah
Ganesh Bihari Tarz
Ghazal
Gazal kahii hai ko.ii bhaa.ng to nahii.n pii hai
mushaa.ere me.n tarannum se kyuu.n sunaa.uu.n mai.n
Mohammad Alvi
Ghazal
sau ramz kii kartaa hai ishaare me.n vo baate.n
hai lutf KHamoshii me.n takallum se ziyaada
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
ye tarz-e-tarannum kahii.n zinhaar na Dhuu.nDo
ai 'shefta' yaa murG-e-chaman rakhte hai.n yaa ham
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
navaa-e-sher-o-tarannum se nau-e-insaa.n ke
dilo.n me.n pyaar jagaanaa bhii ik ibaadat hai
Shaheen Bhatti
Ghazal
Danish Aligarhi
Ghazal
Urfi Aafaqi
Ghazal
dil ke taaro.n se chale chhe.D tarannum ke liye
ham jo ash.aar kii mizraab liye phirte hai.n
Fasihullah Naqeeb
Ghazal
Aman Kumar Musafir
Ghazal
KHush ho ai gosh ki jibriil-e-tarannum chahkaa
muzhda ai chashm ki paiGambar-e-anvaar aayaa