SEARCH RESULTS
Showing search results for "tareekh e"
Ghazal MATCHES FOR "tareekh e"
Ghazal
jo nang-e-chaman kahte hai.n taariiKH to dekhe.n
ham ruuh-e-chaman ziinat-e-gulzaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
uThaa.e dosh pe taariiKH-e-haadsaat-e-jahaa.n
guzar rahaa hai dayaar-e-hayaat se insaa.n
Ishrat Zafar
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
ahd-e-nau taariiKH-e-laa-mahduud kii baate.n kare.n
aa.o baiThe.n lamha-e-maujuud kii baate.n kare.n
Siddiq Fatahpuri
Ghazal
badal rahii hai jo taariiKH-e-aadam-o-havvaa
to inqalaab du'aa hai ki tez-gaam aa.e
Nausha Asrar
Ghazal
Akhtar Ansari Akbarabadi
Ghazal
taariiKH-e-karbalaa-e-suKHan! dekhnaa ki mai.n
KHuun-e-jigar se likh ke varaq chho.D jaa.uu.ngaa
Iqbal Sajid
Ghazal
taariiKH-e-ahd-e-rafta bil-iKHtisaar ye hai
gulshan jahaa.n jahaa.n the viiraane rah ga.e hai.n
Iqbal Azeem
Ghazal
taariiKH-e-inqilaab-e-zamaana se puuchh lo
jab jab sadaa milii sar-e-daar aa ga.e hai.n ham
Ajmal Ajmali
Ghazal
zer-e-tartiib hai taariiKH-e-rivaayaat-e-vatan
hukm hai is me.n miraa naam na aane paa.e
Akhtar Madhupuri
Ghazal
taariikii-e-hayaat me.n gum vo bhii ho ga.e
chalte the raasta jo bahut dekh-bhaal kar
Prakash Tiwari
Ghazal
shikasta jaam pe taariiKH-e-mai-kada hai sabt
ye Tuk.De baada-kasho siine se lagaa ke chalo