SEARCH RESULTS
Showing search results for "taujiih"
Ghazal MATCHES FOR "taujiih"
Ghazal
bahaar kii ko.ii taujiih aur kyaa kiije
tamaam rang tumhaare shabaab kaa saa thaa
Faiz Tabassum Tonsvi
Ghazal
soch kar aur ko.ii ‘uzr bhii rakkhe.n shaayad
ruu-baruu us ke ye taujiih puraanii pa.D jaa.e
Badr Muneer
Ghazal
asar ke she'r me.n husn-o-kashiish kii hai taujiih
na.ii jihat na sahii zeb-e-daastaan to hai
Marghoob Asar Fatmi
Ghazal
chhe.D dii zulm kii taujiih salaamat rahiye
sharm aa.ii bhii to aaya na pashemaa.n honaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Sabeen Yunus
Ghazal
puuchhii jo qatl-e-'aam kii taujiih to kahaa
guzraa abhii yahaa.n se qayaamat-KHiraam hai
Dr. Habib ur Rehman
Ghazal
hayaat kii ko.ii taujiih tab hii Thiik lage
har ik javaaz ke piichhe ko.ii kitaab to ho
Qutub Sarshar
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
duniyaa ne terii yaad se begaana kar diyaa
tujh se bhii dil-fareb hai.n Gam rozgaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
baa-hazaaraa.n iztiraab o sad-hazaaraa.n ishtiyaaq
tujh se vo pahle-pahal dil kaa lagaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
teraa pahluu tire dil kii tarah aabaad rahe
tujh pe guzre na qayaamat shab-e-tanhaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
na tujh ko maat hu.ii hai na mujh ko maat hu.ii
so ab ke dono.n hii chaale.n badal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
dil ko tirii chaahat pe bharosa bhii bahut hai
aur tujh se bichha.D jaane kaa Dar bhii nahii.n jaataa
Ahmad Faraz
Ghazal
aks-e-ruKHsaar ne kis ke hai tujhe chamkaayaa
taab tujh me.n mah-e-kaamil kabhii aisii to na thii