SEARCH RESULTS
Showing search results for "teshe"
Ghazal MATCHES FOR "teshe"
Ghazal
koh-e-Gam aur giraa.n aur giraa.n aur giraa.n
Gam-zado teshe ko chamkaa.o ki kuchh raat kaTe
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
naamvarii kii baat digar hai varna yaaro socho to
gulguu.n ab tak kitne teshe be-KHuun-e-farhaad hu.e
Jaun Eliya
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
teshe baGair mar na sakaa kohkan 'asad'
sargashta-e-KHumaar-e-rusuum-o-quyuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
farhaad ne kyaa dekh ke sar teshe se pho.Daa
suujhaa na kuchh is ruu se ki tihraa ga.ii.n aa.nkhe.n
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
mai.n hii thaa vo jo apne hii teshe se mar gayaa
hii hii thaa shahr-e-jabr ke balvaa.i.o.n me.n bhii
Jameel Malik
Ghazal
teshe kaa kaam resha-e-gul se liyaa 'shakeb'
ham se pahaa.D kaaTne vaale hu.e nahii.n
Shakeb Jalali
Ghazal
musaafirat pe mai.n teshe ke sang niklaa thaa
jidhar gayaa huu.n mire saath raasta bhii gayaa
Anwar Masood
Ghazal
savaad-e-tishnagii ke paar ik mavvaaj dariyaa
Gazal-KHvaa.n ho to phir teshe uThaa.e.nge nahii.n kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
ko.ii farhaad nahii.n mai.n jo karuu.n koh-kanii
mere anjaam me.n teshe kaa bhii kirdaar nahii.n
Kashif Shakeel
Ghazal
teshe aur junuu.n kii baate.n bas baate.n hai.n
kaun bhalaa martaa hai kaun divaana hogaa
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
mujhe bhii kuchh na.e teshe sambhaalne hii pa.De
puraane KHol ko jab vo bhii to.D kar niklaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
nikle.ngii chaTaano.n se mirii fikr kii nahre.n
mai.n lafz ke teshe se unhe.n kaaT rahaa huu.n
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
nahr-e-KHuu.n ho chukii, farhaad kii mazduurii ko
ab ke teshe se milii qiimat-e-saa.ad ki nahii.n
Mustafa Zaidi
Ghazal
yuu.n fikr ke teshe se kiyaa zulm ko shaq hai
har daur kii zulmat me.n vo phailaa hu.aa haq hai