SEARCH RESULTS
Showing search results for "thair"
Ghazal MATCHES FOR "thair"
Ghazal
ab zauq-e-talab vaj.h-e-junuu.n Thair gayaa hai
aur 'arz-e-vafaa baa'is-e-rusvaa.ii hai dekho
Zehra Nigaah
Ghazal
Ajmal Siraj
Ghazal
Zeeshan Ilahi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
ai taa.ir-e-laahautii us rizq se maut achchhii
jis rizq se aatii ho parvaaz me.n kotaahii
Allama Iqbal
Ghazal
mirii misaal ki ik naKHl-e-KHushk-e-sahraa huu.n
tiraa KHayaal ki shaaKH-e-chaman kaa taa.ir tuu
Ahmad Faraz
Ghazal
aaj is soz-e-tasavvur kii KHushii me.n ai dost
taa.ir-e-sabr ko aazaad kiyaa hai mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
tirchhii nigah se taa.ir-e-dil ho chukaa shikaar
jab tiir kaj pa.De to u.Degaa nishaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
taa.ir-e-yaad ko kam thaa shajar-e-dil varna
be-sabab tark-e-sukuunat nahii.n kii jaa saktii
Jamal Ehsani
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
kaun saa taa.ir-e-gum-gashta use yaad aayaa
dekhtaa bhaaltaa har shaaKH ko sayyaad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
gumbad kaa kyaa qusuur use kyuu.n kaho buraa
aayaa jidhar se tair udhar hii palaT gayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
u.Dte u.Dte hii bikhar jaa.e.n par-o-baal ai kaash
taa.ir-e-jaa.n ko tah-e-daam na hone duu.ngaa
Sabir Zafar
Ghazal
har dam ta.Dap ke loTtaa phirtaa huu.n KHaak par
goyaa banaa huu.n taa.ir-e-bismil tire baGair