SEARCH RESULTS
Showing search results for "thapkii"
Ghazal MATCHES FOR "thapkii"
Ghazal
raat bhar jaagte rahne kii mujhe aadat hai
thapkii ab siine pe hasrat to sulaa dii mai.n ne
Ali Qaisar
Ghazal
thapkii de kar ham ko to 'mashkuur' yahaa.n
terii tamannaa roz sulaanii pa.Dtii hai
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
nii.nd aa.egii na un be-KHvaab aa.nkho.n me.n kabhii
mujh ko thapkii dete dete aap so jaa.egii raat
Abid Munavari
Ghazal
hame.n bhii nii.nd ne thapkii dii so ga.e tum bhii
tamaam haadsa-e-shab sunaa sunaa saa thaa
Mazhar Imam
Ghazal
thapkii de de ke sulaane kii hai 'aadat dil ko
ab kisii aur se kyuu.n KHud hii se fariyaad kare.n
Salma shaheen
Ghazal
rago.n me.n dau.Dte phirne ke ham nahii.n qaa.il
jab aa.nkh hii se na Tapkaa to phir lahuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
thake-haare parinde jab basere ke liye lauTe.n
saliiqa-mand shaaKHo.n kaa lachak jaanaa zaruurii hai
Waseem Barelvi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
girya chaahe hai KHaraabii mire kaashaane kii
dar o diivaar se Tapke hai bayaabaa.n honaa