SEARCH RESULTS
Showing search results for "tike"
Ghazal MATCHES FOR "tike"
Ghazal
rahe dil me.n vahm-o-gumaa.n kaise kaise
saraa me.n Tike kaarvaa.n kaise kaise
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
aa.nkhe.n neze pe Tike dekh ke apnii 'naayaab'
bol uThe KHvaab bhii ab to ki na paalo mujh ko
Nitin Nayab
Ghazal
dekh kar chaa.nd sitaare bhii hai.n ‘ash-‘ash karte
maa.ng-Tiike pe jo yaaquut ja.Daa hotaa hai
Abdul Qadir Ahqar Azizi
Ghazal
KHvaahish kaa bojh rakh liyaa dil kii asaas par
ye kaam bhii kiyaa hai tire iltimaas par
Wasim Nadir
Ghazal
nikalnaa KHuld se aadam kaa sunte aa.e hai.n lekin
bahut be-aabruu ho kar tire kuuche se ham nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
na jaane kab tire dil par na.ii sii dastak ho
makaan KHaalii hu.aa hai to ko.ii aa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
ai mohabbat tire anjaam pe ronaa aayaa
jaane kyuu.n aaj tire naam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
kabhii to sub.h tire kunj-e-lab se ho aaGaaz
kabhii to shab sar-e-kaakul se mushk-baar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
teraa firaaq jaan-e-jaa.n aish thaa kyaa mire liye
ya.anii tire firaaq me.n KHuub sharaab pii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
tire va.ade par jiye ham to ye jaan jhuuT jaanaa
ki KHushii se mar na jaate agar e'tibaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kitnaa aasaa.n thaa tire hijr me.n marnaa jaanaa.n
phir bhii ik umr lagii jaan se jaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
jis tarah se tho.Dii sii tire saath kaTii hai
baaqii bhii usii tarah guzar jaa.e to achchhaa