SEARCH RESULTS
Showing search results for "to.Dii"
Ghazal MATCHES FOR "to.Dii"
Ghazal
ik roz mai.n bhii baaG-e-adan ko nikal gayaa
to.Dii jo shaaKH-e-ra.ng-fishaa.n haath jal gayaa
Sarvat Husain
Ghazal
uktaa ke ham ne to.Dii thii zanjiir-e-naam-o-na.ng
ab tak fazaa me.n hai vahii jhankaar dekhiye
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
aqeel nomani
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
adh-khulii kalii shaayad baaGbaa.n ne phir to.Dii
kyo.n gulo.n ke chehro.n par taazgii nahii.n miltii
Aalam Nizami
Ghazal
to.Dii thii jis se tauba kisii ne hazaar baar
afsos nazr-e-tauba vo paimaana ho gayaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
umr bhar zabt kii diivaar na to.Dii mai.n ne
aah khii.nchii na kabhii ranj kaa elaan kiyaa
Sultan Akhtar
Ghazal
Saleem Siddiqui
Ghazal
mai.n us dayaar kii miTTii ko nuur jaantaa huu.n
jahaa.n pe barchhiyaa.n to.Dii ga.ii thii siino.n se
Kazim Husain Kazim
Ghazal
Imran Rahib
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
milaa TuuT kar ham ne tauba jo to.Dii
nibhii chand din shaiKH faanii se achchhii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
havaa-e-KHvaab-e-KHush ne thii hamaarii nii.nd to.Dii
so ik gahrii udaasii o.Dh lii hai so rahe hai.n
Salman Khayal
Ghazal
ek aavaaz ne to.Dii hai KHamoshii merii
Dhuu.nDhtaa huu.n to pas-e-saahil-e-shab kuchh bhii nahii.n
Alimullah Hali
Ghazal
kaise to.Dii ga.ii ye hadd-e-adab puuchhte hai.n
phuul shaaKHo.n se lachakne kaa sabab puuchhte hai.n
Shahid Jamal
Ghazal
na to.Dii is liye mai.n ne sukuut kii zanjiir
abhii hai un se taKHaatub kaa silsila rakhnaa
Hayat Warsi
Ghazal
Muhammad Raza Hyderi
Ghazal
sau makaane.n phir kahii.n to.Dii ga.ii.n to
ek putlaa phir kahii.n aayaa ubhar ke