SEARCH RESULTS
Showing search results for "tone"
Ghazal MATCHES FOR "tone"
Ghazal
afsuu.n se saamrii ko jalaate hai.n vasl me.n
jaaduu jagaa rahe hai.n vo Tone ke vaaste
Muneer Shikohabadi
Ghazal
'naziir' ek vo ayyaar surtii hai kaafir
kabhii na aavegii vo tere jaaduu-Tone me.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Ritu Singh Rajput Rit
Ghazal
Hiralal Yadav Hira
Ghazal
ye sach hai mujh ko mohabbat thii us chu.Dail se aur
nahii.n thaa mujh pe asar us ke jaaduu Tone kaa
Ghalib Duraib
Ghazal
kisii jaaduu kisii Tone se na aa.ii bas me.n
merii taqdiir hai ruuThe hu.e saajan kii tarah
Onkar Gulshan
Ghazal
Javed Mushiri
Ghazal
Seema Bhardwaj
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ai ishq-e-naalaa-kash tirii Gairat ko kyaa hu.aa
hai hai araq araq vo tan-e-naaznii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
ye ehtimaam aur kisii ke liye nahii.n
ta.ane tumhaare naam ke ham par hii aa.e.nge
Ali Zaryoun
Ghazal
daftar-e-husn pe mohr-e-yad-e-qudrat samjho
phuul kaa KHaak ke tode se numaayaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
kaun bachaa.egaa phir to.Dne vaalo.n se
phuul agar shaaKHo.n se dhokaa khaate hai.n