SEARCH RESULTS
Showing search results for "totaa"
Ghazal MATCHES FOR "totaa"
Ghazal
ye totaa mainaa ke qisse bahut puraane hai.n
hamaare ahd kii ab chhe.Do daastaan ko.ii
Zaki Tariq
Ghazal
Danish Aziz
Ghazal
ham log totaa-chashm mizaajan na the magar
nazre.n badalne vaalii nigaaho.n kaa shahr thaa
Hazrat Shah
Ghazal
Rahbar Jaunpuri
Ghazal
qaid kar legaa ko.ii bachcha paro.n ko kaaT kar
aasmaa.n kii samt totaa dekhtaa rah jaa.egaa
Zafar Zaidi
Ghazal
ham hai.n insaan jo nafrat kii zabaa.n bolte hai.n
ek totaa bhii sabaq pyaar kaa raT jaataa hai
Shah Aalam Raunaq
Ghazal
god me.n maa.n kii pa.Daa rahtaa kahaanii suntaa
ko.ii totaa kisii mainaa ke lagaataa kaajal
Ayaz Rasool Nazki
Ghazal
vo ye kahtaa hai ki qismat me.n tirii pyaar nahii.n
dil ye kahtaa hai ki ab totaa badal kar dekhe.n
Ateeq Ali Aatif
Ghazal
phailaa hai jaal baam pe zulf-e-daraaz kaa
totaa u.De na haath se ahl-e-niyaaz kaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
us ne totaa-chashmii kii hai achchhaa hai
bagule kii tahviil me.n machhlii laa kar dii