SEARCH RESULTS
Showing search results for "totke"
Ghazal MATCHES FOR "totke"
Ghazal
us ko ye gumaa.n hai ki ye ta.aviiz a.nguuThii
ye ToTke hii us kii balaa kaaT rahe hai.n
Ajay Agyat
Ghazal
kaj-kulaaho.n se kahe kaun ki ai be-KHabro.n
tauq-e-gardan se nahii.n turra-e-dastaar judaa
Ahmad Faraz
Ghazal
juluus-e-ahl-e-vafaa kis ke dar pe pahu.nchaa hai
nishaan-e-tauq-e-vafaa ziinat-e-guluu kar ke
Mohsin Naqvi
Ghazal
kyaa jur.ate.n jo ham ko darbaa.n tumhaaraa Toke
kah do ki ye to jaane-pahchaane aadmii hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
zof se naqsh-e-pa-e-mor hai tauq-e-gardan
tire kuuche se kahaa.n taaqat-e-ram hai ham ko
Mirza Ghalib
Ghazal
tauq-e-badan utaar ke phe.nkaa zamii.n se duur
duniyaa ke saath chalne se inkaar kar diyaa
Nomaan Shauque
Ghazal
chalaa gayaa ko.ii aa.nkho.n me.n gard u.Daataa hu.aa
na kaam aayaa ko.ii ToTkaa na Tonaa bhii
Khurshid Talab
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
gustaaKH haath tauq-e-kamar yaar ke hu.e
hadd-e-adab se paa.nv ko aage ba.Dhaa chuke
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
ik mauj-e-KHuun-e-KHalq thii kis kii jabii.n pe thii
ik tauq-e-fard-e-jurm thaa kis ke gale me.n thaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
tauq-e-guluu-e-dil hai zulf-e-sanam kaa har KHam
mash.huur ye masal hai yak sar hazaar saudaa