SEARCH RESULTS
Showing search results for "tujjaar"
Ghazal MATCHES FOR "tujjaar"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
shauq kaa kaam khi.nchaa duur ki ab mehr misaal
chashm-e-mushtaaq lagii jaa.e hai tuumaar ke saath
Meer Taqi Meer
Ghazal
kyuu.n hu.aa thaa taraf-e-aabla-e-paa yaa-rab
jaada hai vaa-shudan-e-pechish-e-tuumaar hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
usii ko ek Ganiimat qaraar duu.ngaa 'zafar'
jo ek sher bhii tuumaar se nikal aayaa
Zafar Iqbal
Ghazal
apnii hii bigaa.Dii hu.ii suurat ke alaava
kuchh aur nikaalaa nahii.n tuumaar se ham ne
Zafar Iqbal
Ghazal
aanaa ho aa.o varna ye kah do na aa.e.nge
sun lo ye do hii baate.n hai.n tuumaar bhii nahii.n
Habeeb Moosavi
Ghazal
gar mehr na ho daaG ke ulfat kii gavaahii
manzuur mire dard kaa tuumaar na hove
Ishq Aurangabadi
Ghazal
sharh-e-be-taabii-e-dil nii.n hai qalam kii taaqat
tapish-e-shauq ke tuumaar kuu.n ku.i kyaa jaane
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
har maa-sivaa ke KHauf ko jis ne miTaa diyaa
na.ara vo laa-tazar kaa mere saaz se uThaa
Jameel Azimabadi
Ghazal
'jaaved' ham hai.n aur hai ehsaas kaa KHuluus
yaaro.n ke paas jhuuT ke tuumaar dekhnaa
Abdullah Javed
Ghazal
qissa-e-dard kuu.n anjaam nahii.n misl-e-'siraaj'
Gam ke daftar kuu.n lapeT aah ke tuumaar kuu.n khol
Siraj Aurangabadi
Ghazal
jo kuchh ki tum sii.n mujhe bolnaa thaa bol chukaa
bayaan-e-ishq ke tuumaar kuu.n mai.n khol chukaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
suKHan me.n soz na jaane kahaa.n se phuuT pa.Daa
Gariiq jab se mai-e-harf-e-laa-tazar me.n huu.n
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
kuchh to sach bol ki dil se ye giraa.n bojh haTe
zindagii jhuuT kaa tuumaar hu.ii jaatii hai
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
log tajjaar zamaane me.n bahut hai.n ab bhii
sochte hai.n jo mohabbat me.n KHasaara hii na ho
Khwaja Ali Husain
Ghazal
behad hai 'aliim' ishq ke ta.aliim kaa tuumaar
paayaa nahii.n ku.i ishq ke dariyaa kaa kinaaraa
Alimullah
Ghazal
dekhiyo gir na pa.De diijo use ai qaasid
dil-e-betaab lipaTtaa hai mai.n tuumaar ke saath