SEARCH RESULTS
Showing search results for "turra"
Ghazal MATCHES FOR "turra"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
hu.aa hai ko.ii magar us kaa chaahne vaalaa
ki aasmaa.n ne tiraa sheva iKHtiyaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
gul ko paamaal na kar la.al-o-gohar ke maalik
hai use turra-e-dastaar-e-Gariibaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
kaj-kulaaho.n se kahe kaun ki ai be-KHabro.n
tauq-e-gardan se nahii.n turra-e-dastaar judaa
Ahmad Faraz
Ghazal
aadhii to intizaar hii me.n shab guzar ga.ii
us par ye turra so bhii rahe.nge abhii se aap
Bekhud Dehlvi
Ghazal
har ko.ii turra-e-pechaak pahan kar niklaa
ek mai.n pairahan-e-KHaak pahan kar niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
aalam Gubaar-e-vahshat-e-majnuu.n hai sar-ba-sar
kab tak KHayaal-e-turra-e-lailaa kare ko.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
tilaa mast turaa mast dharii mast dha.Dii mast
shakar mast chuman mast ha.nsan mast parii mast
Quli Qutub Shah
Ghazal
meraa nishaa.n miTaa to miTaa par ye rashk hai
vird-e-zabaan-e-KHalq tiraa naam ho gayaa
Ismail Merathi
Ghazal
jo baa.ndhte hai.n turra-e-tarraar kaa KHayaal
naadaa.n umiid-vaar nuzuul-e-balaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
huu.n muntazir-e-lutf kha.Daa kab se idhar dekh
kyaa mujh ko dil ai turra-e-jaanaa.n na milegaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
aa.ii yak-umr se ma.azuur-e-tamaasha nargis
chashm-e-shabnam me.n na TuuTaa mizha-e-KHaar hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
Gaafil ba-vahm-e-naaz KHud-aaraa hai varna yaa.n
be-shaana-e-sabaa nahii.n turra gayaah kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
to.e bin turra hai aur zo.e par ik nuqta phir
ain be-aib hai aur kaane miyaa.n Gain hu.e
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ek turra saa to mai.n dekh rahaa huu.n lekin
ko.ii batlaa.e ki dastaar se aage kyaa hai
Tabish Kamal
Ghazal
naadaa.n talaash-e-turra-e-zar se to baaz aa
juu.n sham.a ye na ho ki tiraa sar kaTaa.e hirs
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
turra use jo husn-e-dil-aazaar ne kiyaa
andher gesuu-e-siyah-e-yaar ne kiyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dastaar surKH saj kar turra zarii kaa rakh kar
aayaa jo dil ko lene dildaar ha.nste ha.nste