SEARCH RESULTS
Showing search results for "tuulika"
Ghazal MATCHES FOR "tuulika"
Ghazal
adhuure chitr me.n puurii kahaanii zindagaanii kii
liye nau tuulika kab se sajaatii u.ngliyaa.n dekho
Shubha Shukla Mishra adhar
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
badan me.n ek taraf din tuluu.a mai.n ne kiyaa
badan ke duusre hisse me.n raat ho ga.ii hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
ik aisaa vasf chaahiye jo sirf mujh me.n ho
aur us me.n phir mujhe yad-e-tuulaa bhii chaahiye
Jawad Sheikh
Ghazal
ye jo shahtiir hai palko.n pe uThaa lo yaaro
ab ko.ii aisaa tariiqa bhii nikaalo yaaro
Dushyant Kumar
Ghazal
shaiKH-saahib barhaman se laakh barte.n dostii
be-bhajan gaa.e to mandir se Tikaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
un ke abruu-e-KHamiida kii tarah tiikhaa hai
apnii aa.nkho.n me.n ba.Dii der chhupaa eid kaa chaa.nd
Saghar Siddiqui
Ghazal
ba.De saliiqe se noTo.n me.n us ko tulvaa kar
amiir-e-shahr se ab intiqaam lenaa hai
Bashir Badr
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
taale.a jo miir KHvaarii mahbuub ko KHush aa.ii
par Gam ye hai muKHaalif dekhe.nge sab tamaashaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye us kaa apnaa tariiqa hai daan karne kaa
vo jis se shart lagaataa hai haar jaataa hai
Akhtar Nazmi
Ghazal
us maathe ko chuume kitne din biite
jis maathe kii KHaatir thaa ik Tiikaa chaa.nd
Javed Akhtar
Ghazal
savaal-e-mai na karuu.n saaqi-e-fara.ng se mai.n
ki ye tariiqa-e-rindaan-e-paak-baaz nahii.n