SEARCH RESULTS
Showing search results for "tuur"
Ghazal MATCHES FOR "tuur"
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
ab to muddat se rah-o-rasm-e-nazaara band hai
ab to un kaa tuur par bhii saamnaa hotaa nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
charaaG-e-tuur jalaa.o ba.Daa a.ndheraa hai
zaraa naqaab uThaa.o ba.Daa a.ndheraa hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
ai vaa.e-Gaflat-e-nigah-e-shauq varna yaa.n
har paara sang laKHt-e-dil-e-koh-e-tuur thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
kyaa aabruu-e-ishq jahaa.n aam ho jafaa
ruktaa huu.n tum ko be-sabab aazaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
aatish buland dil kii na thii varna ai kaliim
yak sho.ala barq-e-KHiraman-e-sad-koh-e-tuur thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n intihaa-e-'ishq huu.n tuu intihaa-e-husn
dekhe mujhe ki tujh ko tamaashaa kare ko.ii
Allama Iqbal
Ghazal
khi.nche KHud-baKHud jaanib-e-tuur muusaa
kashish terii ai shauq-e-diidaar kyaa thii
Allama Iqbal
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
vaa.iz na tum piyo na kisii ko pilaa sako
kyaa baat hai tumhaarii sharaab-e-tahuur kii
Mirza Ghalib
Ghazal
ishq jab dam to.Dtaa thaa tum na the
maut jab sar dhun rahii thii mai.n na thaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
miir-e-sipaah naa-sazaa lashkariyaa.n shikasta saf
aah vo tiir-e-niim-kash jis kaa na ho ko.ii hadaf
Allama Iqbal
Ghazal
hai barq-e-sar-e-tuur se dil shola-ba-daamaa.n
sham-e-sar-e-mahfil huu.n mai.n parvaana nahii.n huu.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
laakh chhupte ho magar chhup ke bhii mastuur nahii.n
tum ajab chiiz ho nazdiik nahii.n duur nahii.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
millat me.n jis kii tuu hu.ii us kii qasam tujhe
aur apne diin maz.hab-o-iimaan kii qasam