SEARCH RESULTS
Showing search results for "u.Daan"
Ghazal MATCHES FOR "u.Daan"
Ghazal
paro.n ko khol zamaana u.Daan dekhtaa hai
zamii.n pe baiTh ke kyaa aasmaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
u.Daan vaalo u.Daano.n pe vaqt bhaarii hai
paro.n kii ab ke nahii.n hauslo.n kii baarii hai
Waseem Barelvi
Ghazal
taraash kar mire baazuu u.Daan chho.D gayaa
havaa ke paas barahna kamaan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
junuun shauq yaqii.n zaabte se aa.ii hai
u.Daan mujh me.n mire hausle se aa.ii hai
Jahangeer nayab
Ghazal
zamii.n pe chal na sakaa aasmaan se bhii gayaa
kaTaa ke par ko parinda u.Daan se bhii gayaa
Shahid Kabir
Ghazal
chamak rahii hai paro.n me.n u.Daan kii KHushbuu
bulaa rahii hai bahut aasmaan kii KHushbuu
Bashir Badr
Ghazal
na.ii zamii.n na ko.ii aasmaan maa.ngte hai.n
bas ek gosha-e-amn-o-amaan maa.ngte hai.n
Manzoor Hashmi
Ghazal
paro.n me.n simTaa to Thokar me.n thaa zamaane kii
u.Daa to ek zamaana mirii u.Daan me.n thaa
Waseem Barelvi
Ghazal
ham-jins agar mile na ko.ii aasmaan par
behtar hai KHaak Daaliye aisii u.Daan par
Shakeb Jalali
Ghazal
abhii to par bhii nahii.n taultaa u.Daan ko mai.n
bilaa-javaaz khaTaktaa huu.n aasmaan ko mai.n