SEARCH RESULTS
Showing search results for "u.dan-khatole"
Ghazal MATCHES FOR "u.dan-khatole"
Ghazal
sair karaa.e roz ik u.Dan-khaTole me.n
yaad bhii jaise merii buu.Dhii naanii hai
Ishrat Afreen
Ghazal
'sabiila' KHvaab me.n vo sair ko agar nikle
u.Dan-khaTole pe pariyo.n ke ghar hii jaa.egaa
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
nahii.n nasiim-e-bahaarii ye hai parii ko.ii
u.Dan-khaTole ko Thahraa jo far se utrii hai
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Shahram Sarmadi
Ghazal
mastii me.n bhii KHayaal-e-huduud-e-adab rahaa
ashko.n me.n haal arz kiyaa basta-lab rahaa
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
bas intizaar me.n rah jaa.egii vo shahzaadii
u.Dan-khaTolaa kahii.n jaa ke duur utregaa
Pawan Kumar
Ghazal
ghanerii raat ghanaa dasht ghor tanhaa.ii
kahii.n pe ko.ii KHayaal-e-amaa.n ho Thiik nahii.n
Shamim Abbas
Ghazal
niim mullaa KHatra-e-iimaan hotaa hai agar
puuraa mullaa Gaasib-e-iimaan honaa chaahiye
Fariha Naqvi
Ghazal
yahii.n kahii.n thaa vo jaaduu-nagar parii-paikar
u.Dan-khaTolaa yahii.n par utaar dhund ke paar
Abid Raza
Ghazal
KHayaal-e-KHvaab-e-adam gar na ho garebaa.n-giir
to aa.nkh muu.nd ke yaa.n ko.ii bulbula na phire
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
dil dushman-e-jaa.n hai to KHirad qaatil-e-iimaa.n
ye kaisii balaa.o.n ko mujhe sau.np diyaa hai
Saeed Ahmad Akhtar
Ghazal
Sahir Siyalkoti
Ghazal
Kanupriya
Ghazal
Athar Saleemi
Ghazal
guzar ga.ii shab-e-vasl aur baat tak bhii na kii
idhar KHayaal-e-adab aur udhar hijaab rahaa
Wali Kakoravi
Ghazal
lihaaz-e-daaman-e-qaatil mire lahuu ne kiyaa
KHayaal-e-shart-e-adab KHud rag-e-guluu ne kiyaa