SEARCH RESULTS
Showing search results for "ubaltaa"
Ghazal MATCHES FOR "ubaltaa"
Ghazal
is qadar sard-mizaajii hai musallat ham par
ko.ii bhii baat ho ab KHuun ubaltaa hii nahii.n
Sharib Mauranwi
Ghazal
kaam itnaa to karegaa ye ubaltaa hu.aa KHuun
saare manzar me.n miraa rang to bhar jaa.egaa
Manzoor Hashmi
Ghazal
Mahmood Shaam
Ghazal
sher hotaa hai shafaq me.n jo hinaa rachtii hai
laala jab KHuun ugaltaa hai Gazal hotii hai
Abdul Mannan Tarzi
Ghazal
kab thamaa aa.nkho.n se merii KHuun-e-dil
josh khaa khaa kar ubaltaa hii rahaa
Ashraf Ali Fughan
Ghazal
Manzar Naqvi
Ghazal
rag rag fart-e-dahshat se suukhii jaatii thii
parchhaa.ii.n se KHuun ubaltaa dekh rahaa thaa
Iqbal Khusro Qadri
Ghazal
Munib Muzaffarpuri
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
kholte laave ke maanind ubaltaa hai dimaaG
jab ye haalat ho to kab tak ko.ii ho.nTo.n ko siye
Khwaja Mohammad Zakariya
Ghazal
mere chehre me.n jo shaa.ista-nazar aataa hai
merii shiryaano.n me.n vo shaKHs ubaltaa kyuu.n hai
Aslam Habeeb
Ghazal
basiirat ho to har zarra tajallii-zaar-e-siinaa hai
nigah taariik ho to aa.ina zulmat ugaltaa hai
Bebak Bhojpuri
Ghazal
puraanii rut miraa muzhda sunaa ke jaatii hai
na.ii ruto.n ke jilau me.n sadaa utartaa huu.n