SEARCH RESULTS
Showing search results for "uchak"
Ghazal MATCHES FOR "uchak"
Ghazal
mire dil ke dariiche se uchak kar jhaa.nktii baahar
gulaabii e.Diyo.n vaalii anokhii aazmaa.ish hai
Kaami Shah
Ghazal
havaa me.n haath ghumaayaa Gazal nahii.n aa.ii
uchak ke phuul hii kaaGaz pe dhar liyaa mai.n ne
Faizan Hashmi
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
is tarah yaad tirii aa ke uchak le mujh ko
daf.atan bhii.D me.n chalte hu.e tanhaa ho jaa.uu.n
Sarfraz Nawaz
Ghazal
vo kaisaa josh thaa bachcho.n me.n bhii shahaadat kaa
uchak rahe the jo panjo.n ke bal qataaro.n me.n
Abdussamad Khan Qaiser
Ghazal
jo.n galii me.n mujhe aate hu.e dekhaa to vo shoKH
apnii chaukhaT se uchak jhaT se gayaa paT se lipaT
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
aa.nkho.n se mire nii.nd uchak le gayaa ko.ii
KHvaabo.n me.n bhii ab us kii ziyaarat nahii.n hotii
Ameer Hamza Aazmi
Ghazal
uchak liyaa hai unhe.n bhii KHizaa.n ke mausam ne
vo phuul-paat ki jin ko bahaar honaa thaa
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
roTii uchak lii mai.n ne ba-unvaan-e-muflisii
Gurbat ne merii mujh ko bad-a.amaal kar diyaa
Havi Momin Abadi
Ghazal
Jafar Baluch
Ghazal
uchak rahaa hai kha.Daa baam-e-arsh par kam-baKHt
qalaq hai mujh ko 'shahiidii' kii naa-rasaa.ii kaa
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
le.nge uchak ke baada-e-kausar kaa jaam bhii
pahu.nchaa jo haath daaman-e-abr-e-bahaar tak
Abdussalam Nadvi
Ghazal
ik ret kaa baguula mujh ko uchak rahaa thaa
KHud apnii justujuu thii so mai.n bhaTak rahaa thaa
Salim Saleem
Ghazal
haq ko haqdaar se pahle hii uchak lete hai.n
is tarah ham ne baGaavat kii binaa rakkhii hai
Abid Akhtar
Ghazal
rahaa 'ishq me.n qalb-e-muztar nikal kar
ta.Dap kar pha.Dak kar machal kar uchhal kar