SEARCH RESULTS
Showing search results for "uljhe"
Ghazal MATCHES FOR "uljhe"
Ghazal
nau-giraftaar-e-vafaa sa.i-e-rihaa.ii hai abas
ham bhii uljhe the bahut daam se pahle pahle
Ahmad Faraz
Ghazal
achchhii bhalii thii duniyaa guzaare ke vaaste
uljhe hu.e hai.n apnii hii KHud-aagahii se ham
Nida Fazli
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
bahut Guruur hai dariyaa ko apne hone par
jo merii pyaas se uljhe to dhajjiyaa.n u.D jaa.e.n
Rahat Indori
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
kyaa kyaa hu.aa hai ham se junuu.n me.n na puuchhiye
uljhe kabhii zamii.n se kabhii aasmaa.n se ham
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
ik na.e naam se phir apne sitaare uljhe
ye nayaa khel na.e KHvaab kaa baanii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
kabhii manzil kabhii raste ne hame.n saath diyaa
har qadam uljhe rahe qaafila-saalaar se ham
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
zaraa sii duur to sailaab ke sahaare ga.e
bha.nvar me.n uljhe to phir haath paa.nv maare ga.e
Manoj Azhar
Ghazal
ham bhii ik shaam bahut uljhe hu.e the KHud me.n
ek shaam us ko bhii haalaat ne mohlat nahii.n dii
Iftikhar Arif
Ghazal
ik na.e naam se phir apne sitaare uljhe
ye nayaa khel na.e KHvaab kaa baanii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
khule dilo.n se mile faasla bhii rakhte rahe
tamaam umr ajab log mujh se uljhe rahe
Hasan Nasir
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
yaaro dil-o-dimaaG me.n kaafii hai faasla
uljhe hu.e javaab na do mai.n nashe me.n huu.n