SEARCH RESULTS
Showing search results for "umang"
Ghazal MATCHES FOR "umang"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ko.ii matvaalii ghaTaa thii ki javaanii kii uma.ng
jii bahaa le gayaa barsaat kaa pahlaa paanii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
badalte rang the terii uma.ng ke Gammaaz
tuu mujh se bichh.Daa to mai.n teraa raaz jaan gayaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
dil me.n uma.ng aur iraada ko.ii to ho
be-kaif zindagii me.n tamaashaa ko.ii to ho
Khaleel Mamoon
Ghazal
talaash-e-husn kahaa.n le chalii KHudaa jaane
uma.ng thii ki faqat zindagii ko apnaa.e.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
na to jiine hii me.n lazzat hai na marne kii umang
un nigaaho.n ne diyaa kaun saa paiGaam mujhe
Syed Ehtisham Husain
Ghazal
Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz
Ghazal
us se alag bhii 'umr to kaT hii ga.ii magar
ek ek pal ke bojh se dukhtaa hai a.ng a.ng
Bashar Nawaz
Ghazal
mai.n chiiKHte hu.e sahraa me.n duur tak bhaagaa
na jaane ret kahaa.n le ga.ii uma.ng mirii
Daniyal Tareer
Ghazal
uma.ng thii ye javaanii kii yaa ko.ii aa.ndhii
milaa ke KHaak me.n ham ko ga.ii bahaar kahaa.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
roz nayaa maqaam hai roz na.ii uma.ng hai
terii talaash kyaa karuu.n apnaa nahii.n pataa mujhe
Shahzad Ahmad
Ghazal
taariikiyo.n ke paar chamaktii hai ko.ii shai
shaayad mire junuun-e-safar kii uma.ng hai
Izhar Asar
Ghazal
tum hii kaho ki vaqt se kyuu.n haar maan luu.n
jab ruuh me.n uma.ng hai dil bhii javaan hai