SEARCH RESULTS
Showing search results for "uncle"
Ghazal MATCHES FOR "uncle"
Ghazal
samjhii hai jis ko saaya-e-ummiid aql-e-KHaam
'saaGar' kaa hai KHayaal ba.Dii tez dhuup hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
aql-e-kul ban kar to duniyaa kii haqiiqat dekh lii
dil ye kahtaa hai ki ab diivaangii ban jaa.iye
Saleem Ahmed
Ghazal
aql-e-ma.aash o hikmat-e-duniyaa ke baavajuud
ham ko aziiz ishq kaa diivaana-pan bhii hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
KHabt hai ai ham-nashii.n aql-e-hariifaan-e-bahaar
hai KHizaa.n in kii inhe.n aa.iina dikhlaa.e hu.e
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
ab daam-e-husn-o-ishq se nikluu.n na taa-ba marg
ghar jal rahaa hai aql-e-rasaa kaa jalaa kare
Josh Malihabadi
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ai aql-e-gunahgaar tirii baat me.n aa kar
shahar-e-dil-e-jazbaat kii tauhiin hu.ii hai
Ahsan Gulfam
Ghazal
ahmad aur ahmad-e-be-miim kaa pardaa kyaa hai
aql-e-avval ko bhii hairat hai mu.ammaa kyaa hai
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
jis ne kuchh ehtiyaat javaanii me.n kii nahii.n
aql-e-saliim kahtii hai vo aadmii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
haasil hu.ii bhii aql-e-falaatuu.n agar to kyaa
chaltii nahii.n kisii kii muqaddar ke ruu-ba-ruu
Dagh Dehlvi
Ghazal
'yaas' manzil hai mirii manzil-e-anqaa-e-kamaal
lucknow me.n ko.ii kyuu.n Dhuu.nDne aataa hai mujhe