SEARCH RESULTS
Showing search results for "unsur"
Ghazal MATCHES FOR "unsur"
Ghazal
Natiq Lakhnavi
Ghazal
jis tarah KHaamushii lafzo.n me.n Dhalii jaatii hai
is me.n taasiir kaa unsur nahii.n rahne vaalaa
Jawad Sheikh
Ghazal
ai aab-e-ashk aatish-e-unsur hai dekhnaa
jii hii gayaa agar nafas-e-shola-zaa ga.e
Momin Khan Momin
Ghazal
Guruur laazmii unsur thaa is vazaarat kaa
so KHud haTaa huu.n haTaayaa nahii.n gayaa huu.n mai.n
Faisal Nadeem Faisal
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
jannat se nikaalaa hu.aa aadam huu.n mai.n aadam
baaqii vahii laGzish kaa hai unsur mire andar
Shozeb Kashir
Ghazal
Shamshad shaad
Ghazal
chaar unsur ke taraashe ko tuu ai.nvii.n na samajh
zarra zarra mirii tauqiir me.n diivaana hai
Yunus Tahseen
Ghazal
Salim Shuja Ansari
Ghazal
apnii hii aag me.n ai 'barq' jalaa jaataa huu.n
unsur-e-KHaak ho turbat jo la.Daa.ii ho jaa.e
Mirza Raza Barq
Ghazal
jab tak Gam-e-ulfat kaa unsur na milaa hogaa
insaan ke pahluu me.n dil ban na sakaa hogaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
shikast-o-reKHt se miltii hai zindagii ko numuud
mire vajuud kaa unsur tire kamaal me.n hai
Naeem Saba
Ghazal
ruuh me.n ho chukaa tahliil miraa har unsur
jism kyaa hai faqat ik zaahirii paikar jaisaa
Shareef Ahmad Qureshi
Ghazal
apne hastii ko samajhtaa rahe barbaad insaan
chaar unsur nahii.n jho.nkaa hai ye chaupaa.ii kaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Shamshad shaad
Ghazal
Imran Shamshad Narmi
Ghazal
Osama Khalid
Ghazal
unsur-e-KHaakii hu.aa barbaad ahl-e-daaG kaa
in dino.n vahshat ke ban me.n gul hai gul me.n KHaak hai
Muneer Shikohabadi
Ghazal
baara buruuj chaudah ma.asuum chaar unsur
zaahir kare.n hai.n terii laakho.n sifaat tiiso.n