SEARCH RESULTS
Showing search results for "uqaabii"
Ghazal MATCHES FOR "uqaabii"
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
tere virse pe hai.n Gaasib kii uqaabii nazre.n
Gaflato.n se nahii.n rahte ye javaahar baaqii
Anees Ansari
Ghazal
dost aadam-KHor chi.Diyo.n se abhii hai vaasta
kyaa karuu.ngaa jab kabuutar bhii uqaabii ho ga.e
Aatif Kamal Rana
Ghazal
noch Daale.ngii tujhe tez uqaabii nazre.n
duKHtar-e-sharm lapeTe hu.e chaadar rakhnaa
Iliyas Rahat
Ghazal
daboch letaa hai alfaaz aur ma.aanii ko
nazar uqaabii hai uu.nchii u.Daan rakhtaa hai
Rais Malegaonvi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
aahaT aqab se aa.ii aur aage nikal ga.ii
jo pahle dekhnaa thaa vo ab dekhtaa huu.n mai.n
Shaheen Abbas
Ghazal
baada-gardaan-e-ajam vo arabii merii sharaab
mire saaGar se jhijakte hai.n mai-aashaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
vo jo mujh me.n ek ikaa.ii thii vo na ju.D sakii
yahii reza reza jo kaam the mujhe khaa ga.e
Khursheed Rizvi
Ghazal
uqaab ko thii Garaz faaKHta paka.Dne se
jo gir ga.ii to yuu.nhii niim-jaan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
tundii-e-baad-e-muKHaalif se na ghabraa ai uqaab
ye to chaltii hai tujhe uu.nchaa u.Daane ke liye
Syed sadiq husain
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
zaraa sii kargaso.n ko aab-o-daana kii jo shah milii
uqaab se KHitaab kii adaa hii aur ho ga.ii
Parveen Shakir
Ghazal
tujh ko mohammad-e-arabii kii qasam hai aur
maulaa-alii kii shaah-e-KHuraasaa.n kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
na chiinii o arabii vo na ruumii o shaamii
samaa sakaa na do aalam me.n mard-e-aafaaqii
Allama Iqbal
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
un ke qadmo.n pe na rakh sar ke hai ye be-adabii
paa-e-naazuk to sar-aa.nkho.n pe liye jaate hai.n
Shamim Jaipuri
Ghazal
rind-e-KHaraab-nosh kii be-adabii to dekhiye
niyyat-e-mai-kashii na kii haath me.n jaam le liyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
mirii ikaa.ii ko iz.haar kaa vasiila de
mirii nazar ko mire dil ko imtihaan me.n laa