SEARCH RESULTS
Showing search results for "urdu afsana aur"
Ghazal MATCHES FOR "urdu afsana aur"
Ghazal
mai.n aur huu.n miraa dil-e-diivaana aur hai
afsaana aur haasil-e-afsaana aur hai
Shadan Badayuni
Ghazal
afsaana-e-hayaat bahut muKHtasar sahii
afsaana-e-hayaat sunaataa rahaa hai chaa.nd
Shahnaz Naqvi
Ghazal
afsaana-e-junuun-e-mohabbat sunaa.e kaun
aa.nsuu bahaa.e kaun kisii ko rulaa.e kaun
Faizi Nizam Puri
Ghazal
mahfil-e-dost me.n chaltaa to huu.n ai diida-e-shauq
ishq kaa raaz na afsana-e-mahfil ho jaa.e
Ehsan Danish
Ghazal
hai.n an-kahe bahut se suKHan-haa-e-guftanii
afsaana-e-hayaat sadaa naa-tamaam hai
Muneebur Rahman
Ghazal
afsaana-e-afsuun-e-javaanii ke alaava
kis baat kaa duniyaa me.n i.aada nahii.n hotaa
Shabnam Shakeel
Ghazal
dil apne hii haatho.n se jo barbaad rahegaa
afsaana-e-naakaami-e-fariyaad rahegaa
Farhat Kanpuri
Ghazal
intihaa-e-Gam me.n mujh ko muskuraanaa aa gayaa
haa.e ifaaqaa-e-mohabbat kaa bahaanaa aa gayaa